Aaj Ka Finis Set Ross Davenport Ki Traf Se Hai, Jo Presently Finis Ke Liye Kaam Krte Hai Or Finis Ke Sports Marketing Leaders Bhi Hai. Niche Jo Workout Diya Hai Wo “Taper” Se Niklane Ke Liya Kafi Help Krta Hai. Or Jo Major Muscle Group Hai Unko Relax Krne Me Bhi Help Krta Hai Joki Jaruri Bhi Hai. aap rosse ko instagram par follow bhi kar skte hai @SwimmerRoss.
Taper Ke Wakt Ek Baat Ka Khas Dhyan Rkhna Pdta Hai Ki 2 Swimmers Kabhi Ek Se Nahi Hote Unki Capabilites Alag Alag Hoti Hai, Isliye Niche Jo Workout Diya Gya Hai Use Aap Apne According Change Bhi Kar Skte Hai.
Week 1
( Tempo Trainer Pro Ko Mode 2 Par Lga Kr Aur Uske Sath Interval Ko :40 Seconds Par Set Karke Use Karna Hai)
10 X 50 Free
- Kosis Kriye Ki Pace :31 Seconds Ke Andar Hi Rhe
Agility Paddles Ka Use Karke 100 Easy Swim (Technique Par Focus Karna Hai)
Week 2
( Tempo Trainer Pro Ko Mode 2 Par Lga Kr Aur Uske Sath Interval Ko :40 Seconds Par Set Karke Use Karna Hai)
8 X 50 Free
- Kosis Kriye Ki Pace :30 Seconds Ke Andar Hi Rhe
Agility Paddles Ka Use Karke 100 Easy Swim (Technique Par Focus Karna Hai)
Week 3
( Tempo Trainer Pro Ko Mode 2 Par Lga Kr Aur Uske Sath Interval Ko :40 Seconds Par Set Karke Use Karna Hai)
6 X 50 Free
- Kosis Kriye Ki Pace :29 Seconds Ke Andar Hi Rhe
Agility Paddles Ka Use Karke 100 Easy Swim (Technique Par Focus Karna Hai)
Week 4
( Tempo Trainer Pro Ko Mode 2 Par Lga Kr Aur Uske Sath Interval Ko :40 Seconds Par Set Karke Use Karna Hai)
4 X 50 Free
- Pace Ko :28 Seconds Ki Rkhni Hai
- (Tip:Is Workout Ko Karne Se Jo 200m Ke Last 50 Me Jo Muscles Me Tightness Hoti Hai Use Kam Ka Hai.)
- Agility Paddles Ka Use Karke 100 Easy Swim (Technique Par Focus Karna Hai)
Week 5
( Tempo Trainer Pro Ko Mode 2 Par Lga Kr Aur Uske Sath Interval Ko :40 Seconds Par Set Karke Use Karna Hai)
2 X 50 Free
- Pace Ko :27 Seconds Par Bnaye Rkhiye
- Agility Paddles Ka Use Karke 100 Easy Swim (Technique Par Focus Karna Hai)
Aur Awesome Workouts Ke Liye Aaj Hi Visit Kre:- Finis’ Training Tips & Workouts Page
More Workout On Swimswam Hindi:-
- SPRINT AUR DISTANCE FREESTYLE WORKOUT
- SOLID BREASTSTROKE WORKOUT
- FAST AND FURIOUS 8 WORKOUT
- FINIS SET OF THE WEEK TRANSITIONING TO LONG COURSE(HINDI)
- OPEN WATER SWIMMING WORKOUT PART 2 (IN HINDI)
- HIGH SCHOOL SWIMMERS KE LIYE IM WORKOUT
- BACKSTROKE WORKOUT FOR SWIMMERS IN HINDI
Join Us:-
- Google Plus:- SwimSwam Hindi
- Twitter:- SwimSwam Hindi
- Facebook:- SwimSwam Hindi
- Pintrest:- SwimSwam Hindi
- Flipboard:- SwimSwam Hindi
- SwimSwam Hindi Whatsapp :- +91 81879 96947 Or SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega
John Mix Or Olympic Gold Medalist Swimmer Pablo Morales Ne Finsi Company Ki Shuruwat West California Me 1993 Me Kri Thi Or Jisme Har Trah Ke Coach Or Tairaak Ke Liye Inhone “Simplyfy Swimming” Mission Ki Starting Ki Or Har Baar Kuch Na Kuch Asa Products Late Rhe Jisse Swimmers Ko Help Milti Rhe. Aur Aaj Finis Pure World Ka No.1 Brand Ban Chuka Hai Jo 80 Country Me Faila Hua Hai Aur Aaj Bhi Finis Ki Team Swimmers Ke Liye Behtar Krne Me Lgi Hui Hai.