Wo Bonds Jo Ham Sabko Unite Karte Hai

Swimming Ek Community Sport Ki Tarah Hi Hota Hai. Aap Kisi Complete Stranger Se Milte Hai But Jaise Hi Aapko Pata Chalta Hai Ki Wo Aapke Fellow Competitive Swimmer Hi Hai Toh Aisa Lagta Hai Ki Jaise Aap Ek Saal Se Ek Dusre Ke Friend Hai. Hum Log Ka Bond Aisa Hota Hai Jo Sealed Hota Hai Apne Sports Ke Shared Pride Aur Pain And Glory Se.

Different Clubs, Schools Even Countries Ki Training Techniques Mei Difference Jarur Hota Hai But There Are Certain Things Jisse Har Swimmer Relate Kar Sakta Hai.

First Aur Foremost Chiz Hoti Hai Water Ke Liye Hamara Love. Ye Love Test Kiya Jaata Hai Subah Ke 5:30 Baje Jab Pool Kisi Icebath Se Kam Nahi Lagta Hai Par Phir Bhi Hum Swimmers Water Mei Jaa Kar Practice Karte Hai.

Since, Pool Hum Mei Se Kai Logo Ke Liye Second Home Hota Hai. Isliye Apne Ghar Ke Baad Sabse Jyada Time Bhi Hum Wahi Spend Karte Hai. Is Wajah Se Hum Kai Swimmers Ke Saath Bahot Acche Bonds Bhi Bana Lete Hai. Aur Ye Bond Hi Wo Second Thing Hai Jo Hume Unite Karti Hai. Chlorine Ki Smell Hamare Liye Favorite Perfume Bann Jaati Hai Jise Multiple Shower Bhi Nahi Hata Sakte Hai.

Third Factor Jo Sabhi Swimmers Ko Connect Karta Hai Wo Hai Hamara Busy Day-To-Day Schedule. Kabhi-Kabhi Ye Prove Karta Hai Ki Training Hours Ko Work Aur Social Life Ke Saath Balance Karna Difficult Hota Hai. Iska Matlab Ye Hota Hai Ki Time Toh Hamare Paas Limited Hi Hota Hai Aur Ye Usually Napping, Eating Aur Online Swimsuits Ko Dekhne Mei Spent Hota Hai.

Final Bond Jo Competitive Swimmers Ko Unite Karta Hai Wo Hai Act Of Competing Itself. Pre-Race Jitters Sabhi Ke Paas Alag-Alag Form Mei Aate Hai, But Hum Sabko Pata Hai Us Pressure Ke Bare Mei Swimming Se Pahle Block Ke Piche Khade Hone Mei Aata Hai. Is Level Ke Anticipation Ko Describe Karna Difficult Hota Hai, Race Karne Ka Wo Eagerness, Sport Ke Liye Is Tarah Ka Passion Ye Sab Wo Chize Hai Jo Hum Sabko Connect Karti Hai.

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »