106 Government Schools Ke Students Ke Liye Life Changing Opportunity
Times Of India me 106 government schoolchildren ko vidyanagar pool me swimming sikhne ki news nikli jisme btaya gya ki.
Kya Aap Competition Season Ke Liye Tyar Hai?
Hello Swimmers Jaisa Ki Aap Sabko Pta Hai Ki Competition Season Ki Shuruwat Kuch Months Me Shuru Ho Jayegi And Swimmers Apna Personal Best Time Ko Todne And India Ke Best Time Ko Todne Ke Liye Puri Kosis Krenge Lekin Kya Ye Sab Koi Ek Swimmer Khud Ko Sirf Motivate Krke Hi Kar Skta Hai?
Junior Swimmers Ke Liye Stroke Correction Ki Class
Haryana Mai Swimming Competitions Ko To Raise Kerne Ke Liye Indian Swimming Union Bhi Active Ho Chuka Hai Haryana Swimming Union Ke Mathat City Mai Chal Rhi Champions Active Academy Mai Junior Swimmers Ko Training Dene Ke Liye Indian Swimming Union Ki Team Bhi Pahuchi Hai Indian Swimming Union Ke Joint Secretary Anil Khatri Ki Dekh Rekh Mai Academy Mai Pehuchi Main Coach’s Ki Team Ne Raising Swimmers Ko Stroke Correction Bhi Kerway Hai Better Time Ke Liye Stroke Ka Perfect Hona Bhi Jaroori Hai
Sports, Cash Awards Ke Liye Tyar 6-Member Committee
Times Of India Par Sports Se Related Ek News Ayi hai jisme Deserving Athletes Ke Awarding Sports And Cash Prize Me Aur Jyada Transparency Lane Ke Liye Sports Ministry Ne 6 Member Ki Ek New Committee Bnayi Hai Ko Different Awards And Cash Schemes Ko Review Karegi.
Speedo Ne Launch Ki New Tech Suits Fastskin Pure Valor And Pure Intent
Competitive swimming me unparalleled heritage ke sath Speedo ne apna most advanced fastskin range ke elite swimwear and goggles ko launched kiya hai. Jisme New Fastskin LZR Pure Intent and Fastskin LZR Pure Valor suits, and Pure Focus Goggle.
Competition Season 2019 Me Parents Nahi Dost Jaise Support Kriye
Maine kafi sare swimming Competition me part liya hai or maine kafi sare parents and swimmers ko observe kiya hai ki wo kaise khud ko motivate rakhte hai ya unke parents apne swimmers ko kaise motivate karte hai.
Sports Ministry Dwara 52 Federation Ko 2019 Ke Liye Manyta
Sports ministry ke jariye 52 game Organizations ko 2019 ke liye Accreditation(Manyta) diya gya hai. Sports ministry, India government ne 52 games organizations ko accreditation(Manyta) di gyi hai 2019 ke liye aur isme 16 games organizations aise hai jisko warn kiya gya hai ki kyuki wo game organizations sports ministry ke rules ko follow nhi kerti hai.
Pan Pacific Champion Rikako Ikee Ko Hua Leukemia
Japan Ke superstar and Tokyo 2020 me medal ke liye sabke hope Rikako Ikee ki taraf se ek buri khabar aa rhi hai ki unko leukemia hai, ye news unhone 12th feburary ko tweet ke jariye apne fans ko share kri.
2nd SFI National Open Water Swimming Championship 2019 Ke Results
Karnataka Swimming Dwara 9th and 10th february 2019 ko VV Sagara, chitradurga, karnataka me me oraganized 2nd National Open Water Swimming Championship.
SFI Ne 2019-20 Ke Liye Age Group Ko Kiya Update
Swimming Federation Of India Ne Decide kiya hai ki age group 4 ko kam krke 3 mana jayega and kuch events bhi drop kiye jayenge.
INDIA Ko Represent Karne Ki Jagah Question Aata hai “Job Kab Karoge”
The Bridge Ki News Website Par Indian Swimmer Anshul Kothari Ka Ek Interview Article Publish Hua Jisme Anshul Ne Btaya Ki Kaise Bahut Se Log Unko India Ko International Level Par Represent Krne Ki Jagah Aaj Bhi Yahi Question Puchte Hai Ki “Job Kab Karoge”.
TOPS Ki Watchlist Me 8 Indian Para Swimmers
The Sports Authority Of India’s Mission Olympic Cell Jo Ki Wednesday Ko Ayojit Hui Thi. Usme 23 Athletes Ko Target Olympic Podium Scheme Me Select Kiya Gaya Hai.
Young Senior Citizen AV Subbalakshmi Ki Kamyabi
aj Ki News Pranjal Pal Dwara Likhi Gayi Hai. Machilipatnam Ke Woman University Mai Botany Department Ke Retired Av Subbalakshmi Aur Unke Grandson And Unke Husband Av Sastri, Av Subbalakshmi Ke Support Se Enthusiasm And Motivation Ne Lagbhag 5 Years Pehle Swimming Ki Challenge Liya Tab Se 73 Years Ke Young Senior Citizen Jo Andhra Pradesh Ke Masters Team Ke Regular Member Hai, Ke Liye Koi Bhi Kaam Mushkil Nhi Hai .
Title: Nathan Adrian Ki Hui Laparoscopic RPLND Surgery
Olympic champ Nathan Adrian abhi recently testicular cancer ke karan news me the. aaj nathan ne instagram par apne fans ko btate hue ek post dala jisme unhone btaya ki aaj unka laparoscopic RPLND ke jariye treatment kafi accha gaya hai.
Delhi Me Hogi Anti-Doping Seminar 2019
Prime minister modi ne national anti doping agency (NADA) aur physical education foundation of india (PEFI) ki our se anti doping pr hone wale national seminar ke liye apni good wishes di hai unhone apne letter ke jariye kaha hai ki seminar ka subject ‘prevention of doping in sports- current challenge and innovations”