Title: Nathan Adrian Ki Hui Laparoscopic RPLND Surgery

Olympic champ Nathan Adrian abhi recently testicular cancer ke karan news me the. aaj nathan ne instagram par apne fans ko btate hue ek post dala jisme unhone btaya ki aaj unka laparoscopic RPLND ke jariye treatment kafi accha gaya hai.

Laparoscopic RPLND (Retroperitoneal Lymph Node Dissection) ko open surgery ke compare me kafi accha mana jata hai kyuki isme recovery kafi fast hoti hai and nathan ke doctor ne bhi ye bola ki nathan jald hi normal life jiyenge.

last week 3 baar olympian rah chuke U.S. Ke Nathan adrian Ko lekar ek chauka dena wale news bahar aayi thi ki unko testicular cancer hai. ye news nathan ne khud social media par tweet krke thrusday ko apne followers ke beech share kari, is news ke sath nathan ne ye bhi btaya ki wo apni 2020 tokyo olympics ki tyari ko continue karte rhenge.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »