Swimming Se Jude Kuch Majedar Aur Interesting Facts

Swimming Engaging Aur Fun Sports Hone Ke Saath-Saath Weirdness Aur Crazy Fun Facts Se Bhi Bhari Hui Hai. Isliye Aaj Humlog Apne Favorite Sports Ke Aise Hi 20 Fun Facts Share Karenge! Enjoy!

   Swimming Se Jude Hue Kuch Facts

  • 1Hr Cycling Karne Se 40% Jyada Calories Burn Karti Hai 1Hr Swimming.
  • Running Karna Bhi Hamare Liye Bahot Accha Hota Hai. Par Kya Aapko Pata Hai Ki Swimming Karne Se 30% Jyada Calories Burn Hoti Hai Than Running Per Hour.
  • Waise Toh Swimming America Mei Bahot Famous Hai But Kya Aapka Pata Hai Ki 65% Americans Swim Nahi Kar Sakte Hai.
  • Hum Sab Ye Jaante Hai Ki Ek Football Ki Field Kitni Badi Hoti Hai Par Kya Aapko Pata World Ka Biggest Swimming Pool Ek Football Field Se Bhi 7 Times Bigger Ye Swimming Pool Casablanca, Marroco Mei Hai.

 

Swimming Se Jude Kuch History Facts:

  • Egypt Mei Kuch Aisi Paintings Found Ki Gai Hai Jo Ye Depict Karti Hai Ki People 2500 BCE Mei Bhi Swimming Karte The.
  • Ab Toh Kai Logo Ka Sapna Hota Hai Olympics Mei Swimming Mei Medals Jeetna. Par 1896 Se Pahle Aisa Koi Nahi Sochta Tha. Kyuki, Swimming 1896 Mei Olympic Sport Bana. Usse Pahle Wo Olympic Sport Nahi Tha.
  • Ab Toh Bahot Saari Female Swimmers Hai Jinhone Olympic Mei Compete Kiya Hai. Compete Hi Nahi Jeeta Bhi Hai.But Kya Aapko Pata Hai Ki Womens Ne Olympic Swimming Competitions Mei 1912 Mei Participate Karna Start Kiya Tha. 16 Years After Men.
  • The Titanic First Ocean Liner Thi Jisme Swimming Pool Tha.
  • Aapko Pata Hai, First Swimming Race Japan Mei Hui Thi Wo Bhi 2055 Years Ago.

 

Swimming Ke Kuch Weird Stuff:

  • Agar Aap Ek Swimmer Hai Toh Aapko Pata Hi Hoga Ki Ek Swimmer Ko Bhi Practice Aur Race Mei Body Mei Kitna Pain Hota Hai. Isme Hamare World-Class Swimmer Bhi Included Hai. More Than Half World-Class Swimmers Shoulder Pain Se Suffer Karte Hai.
  • Aapko Pata Hai, Breaststroke Slowest Olympic Stroke Hai.
  • Space Shuttle Turbopump, Ek Olympic Pool Ko 25 Seconds Mei Hi Empty Kar Sakta Hai.
  • Freedivers Apni Breath Ko 10 Minutes Se Bhi Jyada Hold Kar Sakte Hai.
  • Swimmers Ki Ankles Itni Flexible Hoti Hai Ki While Laying On The Back They Can Touch Ground With Their Toes.
  • Swimmers Actally Sweat Karte Hai Swimming Karte Time- Remember To Hydrate!
  • First Ever Swimming Goggles Tortoise Shells Se Crafted The.
  • Swimming Ke Time Aap Apni Body Ke Sabhi Major Muscles Ka Use Karte Hai.

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »