Swimming aisi exercise hai jise har age ke log kar sakte hai. Ye easy aur inexpensive hoti hai, aur person ise apni pace par sikh sakta hai. Swimming aapko shape mei rakhne mei help karti hai, but iski wajah se mental benefits bhi bahot hote hai.
People jo ki 19-64 years ke age gap mei hai unhe each week mei 150 minutes ki moderate aerobic activity karna chhaiye. Younger children ko physically active rahte hai.
Swimming ke 05 Benefits:-
Swimming physical aur mental dono benefit provide karti hai. Iske 15 benefits niche diye gaye hai.
- A Whole-Body Workout:
Swimming almost sabhi major muscle group ko engage rakhti hai kyu ki isme person ke arms, legs, torso aur stomach sabhi ko use karne ki jarurat padti hai.
Swimming ki wajah se:
- Body par bina stress put kiye huye heart rate increase hota hai.
- Strength improve hota hai.
- Muscles tones karta hai.
- Fitness enhance hoti hai.
- Weight manage karne mei help hoti hai.
- Cardiovascular Strength Build Hoti Hai:
Cardiovascular exercise ko cardio se bhi refer karte hai, jisme heart, lungs aur circulatory system involve hote hai.
Research se ye pata chala hai ki inactive people ke compare mei swimmers ka mortality rate half hota hai.
2016 mei hui mei hui ek study mei ye pata chala hai ki swimming blood pressure lower karta hai aur blood sugar levels bhi prepare karta hai.
- Sabhi Ages Aur Fitness Levels Ke Liye Suitable Hota Hai:
Kuch exercises aisi hoti hai jo logo ke liye challenging hoti hai un logo ke liye jo khud ko bahot unfit feel karte hai.
Swimming logo ko unke pace mei chalne ke liye allow karti hai, aur ye newcomers ke liye inviting hoti hai.
Young age mei hi koi bhi person swimming sikh sakta hai, aur most swimming pools mei beginners ke liye designated area hota hai jo slowly swim karna prefer karte hai.
- Ek Great Skill Hai:
Confidently swimming ki skill safely sikhna kai baar physical aur mental benefits se kahi jyada ho sakta hai. Kai cases mei, ye life saving bhi hota hai.
- Injuries huye logo ke liye behtar:
Koi injury hone par ya phir arthritis jaisi condition hone par high impact wali exercises karna difficult hota hai.
Kyu ki water gently support karta hai, isliye kai log swimming karna prefer karte hai.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.