Ukraine Par Russia Ke Assault Karne Ki Wajah Se Russian Competitors Par “Unacceptable” Conditions Imposed Ki Gai Thi. Jiski Wajah Se Men’s 50m Backstroke Event Ke Record Holder Rahe Kolesnikov Lo Paris Games Mein Bahar Baithna Padd Raha Hai.
The International Olympic Committee (IOC) Ne Is Month Kaha Tha Ki Russia And Its Ally Belarus Ke Athletes Paris Mein Neutrals Ki Tarah Compete Kar Toh Sakte Hai Par Jab Tak Wo Ukraine Par Chal Rhe Campaign Mein Actively Support Nhi Krte Hai.
“Is Baar Current Conditions Ke Under, Ye Mere Liye Unacceptable Hai Ki 2024 Games Mein Participate Kar Saku,” Kolesnikon Ne AFP Ke Ek Interview Mein Kaha.
“Olympic Gold Medal Ka Dream Bhale Hi Pura Nhi Ho Paa Rha Hai But Mai Iske Liye Bilkul Bhi Sad Nahi Hun Ki Mai Usme Jaa Nahi Paaya,” In 23-Year-Old Ne Kaha Jinhone 2020 Tokyo Games Mein 100m Freestyle Mein Bronze Aur 100m Backstroke Mein Silver Medal Jeeta
IOC Ne Kaha Ki Abhi Tak Sirf 11 Athletes Hi Hai- 8 Russians Aur 3 Belarusians Jinhone Above Criteria Ko Meet Karte Huye Olympics Meet Ke Liye Qualified Kiya Tha. Total Around 60 Ukrainians Ne Qualify Kiya Hai Abhi Tak.
Moscow Ne In “Discriminatory” Conditions Ko Denounced Kiya Hai But Ye Abhi Decided Nahi Hai Ki Ye Apne Athletes Ko Jaane Ke Liye Permission Denge Bhi Ya Nahi.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi