Pahli Baar Dubai Ne Host Kiya Artistic Swimming World League

December 13-14 Ko Hamdan Sports Complex Ne Host Kiya Tha Artistic Swimming World League Jisme 14 Countries Se 160 Se Bhi Jyada Participants Ne Participate Kiya Tha Isme UAE Ke Bhi Athletes Include The.

Is Event Was Organized Kiya Tha Doubled Sports Club Ne Aur Ise Support Kiya Tha Dubai Sports Council Ne. Iska Theme Tha Peace, Respect And Unity Jo Ki Sportsmanship Ke Pillars Hai Is Ke Sath All Around The Globe Ke Sabhi Athletes Ko Sports World Mein Nation Equality Ko Highlight Karte Huye.

Greece Aur Belarus Ke National Team Athletes Jo Ki World Aquatics Events And Olympic Games Mein Part Liye The Unhone Doha World Aquatics Games Attend Karne Se Pahle In Free Routines Competition Mein Participate Kiya.

World League Ka First Day Start Hua Tha Country Ke Youngest Category Ke Athletes Ke Beech Solo-Individual Competition Ke Sath. Isme Aisha Alkhoori Bhi Included Thi Jo Ki Emirati Athlete Hai Aur Training Karti Hai Doubled Sports Club Mein Jinhone Is Event Mein 5th Place Achieved Kiya Kazakhstan And Russia Ke Sath Compete Karte Huye. Isme Ek Aur Emirati Athlete Malak Lamar Bhi Included The Jinhone Spain, Czech Republic, Russia Aur Kazakhstan Ke Sath Youth Solo Events Mein Compete Karte Huye Total 55,625 Score Achieved Kiya Tha. Is Event Ke Organizer Daria Galkima Ne Admit Kiya Ki Emirati Athletes Ke Beech Artistic Swimming Ka Interest Badh Raha Hai Aur Talented Athletes Ne Isme Participate Karna Bhi Start Kar Diya Hai.

Is League Ka Second Day Start Hua Tha Acrobatic Routines Of United Kingdom, Greece, Russia, And Belarus Ke Beech Competition Ke Sath.Greece Ke World Medalist Evangelia Platanioti, Apni Partner Sofia Malkogeorgou Ke Sath 241.5292 Ke Total Score Ke Sath Duets Mein Gold Medal Jeeta Tha Aur Belarus Ke Athletes Ne Silver Medal Jeeta Tha Sath Hi Russian Duet Jo Ki Tatarstan Se The Wo Third Par Aaye.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »