Japanese Surveys Se Pta Chla Ki 80% Log Mante Hai Ki Olympics Cancel Hoga

2020 Olympic Games Jo Ki July Se Hi Start Hone Wale The Wo Coronavirus Ke Pandemic Ki Wajah Se 2021 Ke Liye Rescheduled Hog Ye Hai. Isi Ke Chalte Last Week Ko Host City Jo Ki Tokyo, Japan Hai Waha Par State Emergency Lga Di Gyi Thi.

Japanese News Agency Kyodo And The Tokyo Broadcasting System (TBS) Dwaya Ayojit 2 Polls Se Pta Chla Hai Ki 80% Se Bhi Jyada Logo Ne In Polls Me Hissa Liya Hai And Ye Kaha Ki Tokyo Olympics Jo Ki 23rd July Ke Liye Rescheduled Hue Hai Usko Cancel Kar Dena Chahiye Ya Fir Postponed Kar Dena Chahiye, Ye Yu Kahe Ki 80% Log Ko Ye Believe Hai Ki Olympics Ka Ayojit Ho Pana Possible Nahi Hai.(AP)

Tokyo Me Last Thrusday Ko Record 2,447 New Cases Aye Jo Ki Ek Din Phle Aaye Cases Se 50% Jyada Cases The. Japan Me Abhi Tak 3,500 Se Jyada Log Apni Jaan Coronavirus Ke Karan Gawa Chuke Hai, Halaki Ye Numbers Japan Ki Population 126 Million Ke Samne Kafi Chote Hai. (AP)

Halaki Ispr Canadian International Olympics Committee Ke Members Richard Pound Ne BBC Ke Sath Interview Me Bola Hai Ki “I Can’t Be Certain [The Olympics Will Happen] Because The Ongoing Elephant In The Room Would Be The Surges In The Virus.”

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »