TOI Dwara Jari “Hubbali Ka Sabse Purana Swimming Pool Hua Renovate, Inauguration Ka Intezaar”, Is Pool Ka Construction 1977 Mein Hubbali Ke Residents Ke Dwara Kiya Gaya Tha Aur Hubbali-Dharwad Municipal Corporation (HDMC) Ke Dwara 42 Years Old Swimming Pool Ke Successful Restoration Ke Baad Public Mein Bahot Khushi Hai. Pool, City Mein Glass House Ke Paas, Hubbali Mei Sabse Purana Hai, Aur Iske Kharab Hoti Condition Public Aur Swimmers Dono Ko Bahot Anxious Karti Thi.
HDMC Officials Ne Kaha Ki Renovated Pool Mein International Facilities Bhi Available Hai. ‘Smart City’ Initiative Ke Under Ise Dekhte Huye Ise 3.14 Cr Rupees Ki Cost Par Ise Renovate Kiya Gaya Hai.
New Water Filters Install Kiye Gaye Hai Swimming Pool Mein. Jabki Panel Board Par Wiring Ko Overhauled Kiya Gaya Hai. Drains Ko Bhi Reconstructed Kiya Gaya Hai. Wo Area Jaha Par Swimmers Shower Lete Hai Use Bhi Renevote Kiya Gaya Hai.Spectatators Ke Liye New Benches Rebuilt Ki Gai Hai. Pool Ko Leak Ke Liye Bhi Test Kiya Gaya Haiaur New Filters Lagne Se Yah Ummed Ki Jaa Rhi Hai Ki Isse Chlorine Ki Amount Kam Ki Ja Sakegi.
Insufficient Water Supply Ki Wajah Se Pool Ko January 2018 Mein Close Kar Diya Gaya Tha. Although HDMC Ne Yah Ensure Kiya Ki Pool Mei Water Ki Supply Direct Reservoirs Se Ki Jaati Thi Par Is Area Mei Drought Ki Wajah Se Pool Public Ke Liye Band Raha. Last Year Ke End Mein HDSCL Ne Is Pool Ko Renovate Karne Ka Decide Kiya. Is Saal Continuously Barish Ke Wajah Se Is Project Mein Thoda Delay Ho Gaya. Yah Pool 1977 Mein Built Kiya Gaya Tha. Jab Pool Developed Kiya Gaya Tha Toh Iski Cost Thi 15.6 Lakh. Six Lakh Gallons Ki Capacity Hai Is Pool Ki. Yah Pool 1272 Sqft Area Mei Spread Hai. Pool Ki Depth Ki Range 1m To 4.83m Hai.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi