Tokyo Olympics Mei Sarah Ka Focus Butterfly Ki Jagah Freestyle Par

Is Week Mei Huye Ek Interview Mei 100 Fly Champ Sarah Sjostrom Ne Key Revelation Kiya Hai: Broken Elbow Se Unki Freestyle Mei Jyada Progress Hua Hai Recovery Ke Time, Aur Shayad Wo 100 Fly Bhi Na Swim Kare Tokyo Olympics Mei.

Ice Par Slip Ho Kar Sjostrom Ne Apni Elbow Break Kar Li Thi February Mei. Aur Us Injury Ne Is 27-Year-Old Swedish Swimming Star Ke Liye Major Hurdles Bhi Create Kiya Tha 50 Free Aur 100 Free Dono Mei Hi.

Sweden Ke Swvrige Radio Ke Interview Mei Sjostrom Ne Kaha Ki Last Week Se Hi Wo Butterfly Swim Karna Start Kar Paai Hai, Aur Strength Imbalance Ne Stroke Ko Aur Bhi Difficult Bana Diya Hai.

“Mai Apne Right Arm Mei Utni Strong Nhi Hu, Maine Almost Four Centimeters Of Muscle Mass Lost Kiya Hai Apne Broken Arm Se,” Sjostorm Ne Kaha.

Is Wajah Se Sjostorm Ne Kaha Ki Wo Apna 100 Fly Ka Title Shayad Defend Naa Kar Paaye Is Wajah Se Unless Agar Kuch Drastically Changes Nhi Huye Toh.

Sjostorm Ne Past 3 Olympics Mei 100 Fly Swim Kiya Hai, 14th Ki Age Mei 27th Position Par Thi 2008 Mei, 2012 Mei 4th Par Aur 2016 Mei 1st Par.

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »