100 Breast Me 16th Time Adam Peaty Ne 58 Sec Ke Barrier Ko Break Kiya

Budapest mei chal rahi European Championships mei is baar bhi 57.67 ki timing ke saath Adam Peaty ne apni race finish ki. Aur aisa pahli ya dusri baar nhi balki 16th time hai jab Adam Peaty ne 58-second barrier ke under hi rahe ho.

Kliment Kolesniov ne bhi 50 back mei world record create kiya.

Arno Kamminga hi dusre aise men swimmer hai jo ki 58-second barrier ke under gaye hai.

Women’s 50 Free

Sarah Sjostorm elbow surgery ke baad wo wapas aai hai.

Ranomi Kromowidjojo ne 24.24 ki timing ke saath heats mei way led kiya but Olympic champion Pernille Blume ne 24.06 ki timing ke saath final mei lane four book ki.

Qualifiers:

Blume: 24.06

Kromowidjojo: 24.24

Wasick: 24.34

Kameneva: 24.40

Heemskerk: 24.41

Coleman: 24.54

Hopkin: 24.66

Seemanova: 24.69

Men’s 100 Back:

Kolesnikov ne race aur spotlight dono hi command kiya wo bhi apne world record ke saath jo ki inke aur Apostolos Christou ke beech mei tha jo runner up rahe 24.49 ki timing ke saath, jo ki ek new Greek record bann gaya hai.

Qualifiers:

Kolesnikov: 23.93 WR

Christou: 24.49

Glinta: 24.57

Gonzalez De Oliveira: 24.60

Tarasevich: 24.68

Ferguson: 24.81

Sabbioni: 25.02

Staselovich: 25.02

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »