Italian swimmer Matteo Restivo first Italian professional athlete bane jinhone Covid vaccine receive ki. Unhe believe hai ki shayad wo hi first elite swimmer bane globally jinhone COVID-19 vaccine ke dose ki receipt revealed ki.
Restivo ne ye nhi kaha ki kaun si vaccine unhone received ki hai, phir bhi two-dose Pfizer vaccine hi primary vaccine hai jo country mei available hai.
Wahi 26-year old National Team swimmer ko COVID-19 ke serious health concerns se utna bhi risk nhi hai kyu ki unki age aur fitness bahot sahi hai abhi. Unhe isliye vaccine mili kyu ki wo medicine ki study kar rahe hai University of Florence se. Is program mei unhe hospitals ka exposure diya gaya, isliye other medical workers, students, aur jinhone hospitals mei significant amount spend kiya hai unke saath vaccinated kiya gaya.
Restivo, ke saath world kea ur bhi medical workers jinhone vaccine receive kar li hai un logo ne photo post kar kea ur logo ko bhi ye karne ke liye encourage kiya.
Restivo ne 2018 European Aquatics Championships mei 200 backstroke mei bronze medal jeeta tha.
Mid-december mei hu Italian Championships mei Restivo ne 3rd place par finish kiya 1:59.57 ki timing ke saath.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.