Swimming Sikhne Ke Important Niyam

Agar Aap Daily Swimming Karte Ho Toa Ye Mana Jata Hai Ke Aapse Aur Sab Se Fit Ho. Aur Swimming Ki Ye Bhi Bahut Achchi Baat Hai. Ke Ye Stamina Increase Karte Hai

Apne Aap Ko Pani Me Comfortable Kare

Kai Log Paani Se Darte Hai,Unhe Dar Rhta Hai Khe We Duub Na Jaaye,To Aapko Phle Ye Dar Bahar Nikalna Hai Or Paani Me Khud Ko Comfortable Banana Hai.

  • Dont Swim Alone. Apne Sath Waise Kisi Ko Jarur Le Jae Jise Swimming Aate Ho.
  • Dont Swim In The Moving Water,
  • Us Gehrai Tak He Jaaye Jaha Tk Ke Aap Comfortable Ho Aur Khud Ko Handle Kar Paa Rhe Ho.
  • Thande (Cold) Paani Me Swim Naa Kare.Isse Aap Hath Pair Thk Se Nhi Chala Paoge

Darne Ki Zaroorat Nhi Hai

Kbhi Bhi Dare Nahi..Apke Paas Back Support Hai. Aapko Float Karna Aata Hai. Khud Ko Blkl He Halka Chor De Aur Lie Down Kar Jaye . Aap Khud Upar Aa Jaoge..Dar Kar Ya Ghabra Kar Jaldi Jaldi Saans Naa Le.

Paani Ke Andar Saans Chorne Ke Koshish Kare

Paani Ke Bahr Ek Lambi Saans Le Aur Use Andar Jaa Kar Dhere Dhere Chorne Ke Koshish Kare .Aap Jetna Saans Bacha Paoge Utne Time Tak Aap Andar Reh Paoge. Is Chz Ke Lea Khud Ko Train Kar Le.

Apne Haathon Ka Istemal Kare Paani Se Upar Aane Ke Liye

Paani Ke Neeche Jaa Kar ,Apne Haathon Ka Istemal Kare Upar Aane Ke Lea,,Isse Aapko Paani Ke Andar Rengna (Crawl) Aa Jaege.Isse Aap Lambi Distance Kam Time Me Swim Kar Paoge Aur Ye Teknik Behte Paani (Moving Water) Ke Lea Bhi Hai.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »