Hello Everyone, Aaj Mai Apke Liye Kuch Basic Swimming Se Related Article Laya Hu Kyuki Kafi Log Ne Mujhse Contact Kiya Hai Ki Mai Unko Swimming Ki Kuch Basic Skills Ko Sikhne Me Help Kru. Isliye Is Article Me Ham Dekhenge Ki Kaise Ham Water Tread Kar Skte Hai And Water Tread Ko Kafi Log Water Standing Ke Name Se Bhi Jante Hai Jabki Dono Same Chiz Hi Hai, And Water Me Floating Ko Bhi Sikhenege And Dive Ko Best Tarike Se Sikhenge. Ye To Hui Kuch Basic Skills Ki Baat, Agar Aap Freestyle Kar Lete Hai To Isko Bhi Dekhenge Ki Freestyle Ki Speed Ham Kaise Increase Kar Skte Hai. And Ye Sab Ham Video Me Dekhenge. Mai Niche Sabhi Btaye Hue Topic Ka Video Share Kar Rha Hu Aap Use Dekhe And Baki Logo Ko Bhi Ye Article Bheje Jisse Ham Jyada Se Jyada Logo Ki Help Kar Ske.
· Learn Water Standing/Water Tread Easily |पानी पर खड़े होने का आसान तरीका|
· Learn How To Float Easily In 4 Step|पानी पर कैसे फ़्लोट करें ?|
-
Learn How To Make A Perfect Dive For Beginners |एक Perfect Dive सीखे|
· Best Technique Jisse Aap Freestyle Swimming Ki Speed increase kar skte hai
Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi
Join Us:-
- Google Plus► SwimSwam Hindi
- Twitter► SwimSwam Hindi
- Facebook► SwimSwam Hindi
- Pintrest► SwimSwam Hindi
- Flipboard► SwimSwam Hindi
- Swimswam Hindi Whatsapp ► +917237873486 Or SwimSwam Hindi
- Telegram: SwimSwam Hindi
Rules:-
- Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
- Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
- Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega