Southern Connecticut ki women’s swimming and diving team 1081 points haasil kar Northeast-10 champion hai- lagatar second year 1000 se jada points haasil kiye aur lagatar 5th championship jeeti. Bentley 719 points ke saath runner-up raha, uske baad Felician (514), Pace (367), Assumption (363), Adelphi (318), Saint Michael’s (291), and College of Staten Island (213) rahe. Men’s team ne 2025 championship bhi jeet li, ye 14th year hai jab Southern Connecticut ne NE10 Championships par kabja kiya hai.
Molly Kennedy ko Meet ki Northeast-10 most outstanding swimmer ka naam diya gaya, kyunki unhone apni sabhi 7 events me jeet haasil ki- aisa unka lagatar doosra saal tha- aur unme se 4 me record break kiya. Owls ne har ak swimming event me ak medal jeeta aur total 33 medals secure kiye- 13 gold, 11 silver and 9 bronze 13 different athletes se aaye. Kennedy ke saath, Justice Glasgow ne 7 medals jeete- 5 gold aur 2 bronze. Kennedy, Julia Pitchell, Paola Castillo and 400 Yard Freestyle Relay team ne final day gold medal jeeta.
Men’s team ne 2025 championship bhi jeet li hai, ye 2003 ke baad se 14th year hai jab Southern Connecticut ne NE10 Championships par kabja kiya hai.
200 Yard Backstroke
Brooke Keeney ne 2:04.61 ke time ke saath 200 Back me second place secure kiya- wo last 3 saalon se iss event me medals jeet rahi hain. Abby Lyons 2:08.26 ke time ke saath 5th place par rahi aur jo McNeill ne 2:09.30 par race complete ki.
100 Yard Freestyle
Owls ne 100 Free me podium par kabja kar liya. Kennedy ne NE10 and Southern Connecticut record ko break karte huye second year ye competition jeeti aur 50.93 ka time nikala, lekin preliminaries me 50.92 ka time lekar record break kiya. Last NE10 aur school record 2016 me Southern Connecticut swimmer Katie Crochet ne 51.19 ke time ke saath banaya tha. Ella Marzec 51.76 ke time ke saath second place par rahi aur Justice Glasgow ne 52.20 ke time ke saath third place secure kiya. Arianna Arturi 53.21 ke time ke saath 5th place par rahi.
200 Yard Breaststroke
Emma St. Hilaire 200 Breast me 2:24.90 ke time ke saath second place par rahi aur Lindsay McCawley 2:25.19 ke time ke saath third place par rahi. McCawley last 2 years se third place par rahi hain aur unhone 2022 me ye competition jeeti hai.
200 Yard Butterfly
Owls ne 200 Fly me bhi podium par kabja kiya. Julia Pitchell ne 2:07.61 ke time ke saath iss event ko jeeta. Jasmine Uricchio 2:07.92 ke time ke saath 2nd place par rahi aur Paola Castillo 2:08.97 ke time ke saath 3rd place par rahi.
1650 Yard Freestyle
1650 Free me Owls ne top 2 places secure kiye. Paola Castillo ne 17:35.43 ke time ke saath iss event ko jeeta- usne last 2 years me silver medals jeete hain. First year ki Sierra DuCharme ne 17:54.54 ke time ke saath iss event me second place secure kiya. Natalie Weier 18:07.10 ke time ke saath 4th place par rahi.
400 Yard Freestyle Relay
Molly Kennedy, Ella Marzec and Arianna Arturi ki Owls 400 Free Relay “A” team ne 3:27.69 ke record breaking time ke saath event jeeta. Unhone NE10 record ko bhi break kiya, jise 2020 me Assumption ne 3:29.31 ke time ke saath banaya tha. Southern Connecticut record 2018 me Megan Garner, Alina Tucker, Sydney Fromkin and Katie Crochet ne 3:30.40 ke time ke saath banaya tha.
Medal Count
Gold
“Lindsay McCawley, 1000 Yard Freestyle
Molly Kennedy, Arianna Arturi, Paola Castillo and Brooke Keeney, 800 Yard Freestyle Relay
Molly Kennedy, Ella Marzec, Justice Glasgow, and Arianna Arturi, 200 Yard Freestyle Relay
Molly Kennedy, 50 Freestyle, 200 Yard Freestyle
Julia Pitchell, Ally Quitos, Justice Glasgow, and Ella Marzec, 400 Medley Relay
Brooke Keeney, 400 Yard Individual Medley
Justice Glasgow, 100 Yard Butterfly
Julia Pitchell, Ally Quitos, Justice Glasgow, and Molly Kennedy, 200 Yard Medley Relay”
“Molly Kennedy, 100 Yard Freestyle
Julia Pitchell, 200 Yard Butterfly
Paola Castillo, 1650 Yard Freestyle
Molly Kennedy, Ella Marzec, Justice Glasgow, and Arianna Arturi, 400 Yard Freestyle Relay
Silver
Paola Castillo, 1000 Yard Freestyle
Jasmine Uricchio, 500 Yard Freestyle
Brooke Keeney, 200 Yard Individual Medley
Ella Marzec, 50 Yard Freestyle
Julia Pitchell, 100 Yard Butterfly,100 Yard Backstroke
Brooke Keeney, 200 Yard Backstroke
Ella Marzec, 100 Yard Freestyle
Emma St.Hilaire, 200 Yard Breaststroke
Jasmine Uricchio, 200 Yard Butterfly
Sierra DuCharme, 1650 Yard Freestyle”
Bronze
Kali Dominguez, 500 Yard Freestyle
Justice Glasgow, 50 Yard Freestyle
Lindsay McCawley, 400 Yard Individual Medley
Ella Marzec, 100 Yard Butterfly
Ally Quitos, 100 Yard Breaststroke
Abby Lyons, 100 Yard Backstroke
Justice Glasgow, 100 Yard Freestyle
Lindsay McCawley, 200 Yard Breaststroke
Paola Castillo, 200 Yard Butterfly”
Medal Count by Individual Athlete
“Paola Castillo (4): 800 Freestyle Relay (G), 1650 Freestyle (G), 1000 Freestyle (S), 200 Butterfly (B)
Lindsay McCawley: (3) 1000 Freestyle (G), 400 IM (B), 200 Breaststroke (B)
Arianna Arturi (3): 800 Freestyle Relay (G), 200 Freestyle Relay (G), 400 Freestyle Relay (G)
Molly Kennedy (7): 800 Freestyle Relay (G), 200 Freestyle Relay (G), 50 Freestyle (G), 200 Freestyle (G), 200 Yard Medley Relay (G), 100 Freestyle (G), 400 Freestyle Relay (G)
Brooke Keeney (4): 800 Freestyle Relay (G), 200 IM (S), 200 Backstroke (S), 400 Individual Medley (B)”
“Ella Marzec (6): 200 Freestyle Relay (G), 400 Medley Relay (G), 400 Freestyle Relay (G), 50 Freestyle (S), 100 Freestyle (S), 100 Butterfly (B)
Kali Dominguez: 500 Freestyle (B)
Jasmine Uricchio (2): 500 Freestyle (S), 200 Butterfly (S)
Julia Pitchell: (5) 400 Medley Relay (G), 200 Yard Medley Relay (G), 200 Butterfly (G), 100 Yard Butterfly (S), 100 Yard Backstroke (S),
Ally Quitos: (3) 400 Medley Relay (G), 100 Breaststroke (B), 200 Medley Relay (G)
Abby Lyons: 100 Yard Backstroke (B)
Emma St. Hilaire: 200 Breaststroke (S”
Indian Swimming News Or International Swimming News Padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi