Miliye Mumbai Ke BMC ‘Ironman’ Se

Brihanmumbai Municipal Corporation Ke Deputy Commissioner Vishwas Mote Ne 21 September Ko Italy Ke Cervia Me Held ‘Ironman Italy Emilla Romagna’ Triathlon Ko Successfully Complete Kiya. Iss Program Me India Ke 28 Sahit Globally 2439 Individuals Ne Participate Kiya.

Mote Ne Triathlon Ko 15 Hours, 25 Minutes And 4 Second Me Complete Kiya, Jisme Adriatic Sea Me Swimming, Cycling And Running Include Tha. Iss Arduous Event Ko Complete Karne Ke Karan Unhe ‘Ironman’ Ka Title Mila.

Mote Ne Hope Express Kiya Ki Unki Achievement Doosron Ko  Physical Fitness Prioritize Karne Ke Liye Encourage Karegi. Unhone Kaha, “Prestigious Ironman Title Achieve Karna Pride Ki Baat Hai. Kaam Me Busy Hone Ke Baad Bhi Sabko Physical Fitness Par Attention Pay Karni Chahiye. Ak Healthy Body Aapko Bahot Kuch Karne Me Saksham Banata Hai. I Hope Ki Meri Success Doosre Logon Ko Fitness And Exercise Par Focus Karne Ke Liye Inspire Karegi.”

Isse Pahle November 2022 Me Mote Ne Goa Me ‘Ironman 70.3’ Complete Kiya Tha. Wah Present Me Circle-3 Ke Deputy Commissioner Ke Roop Me Serve Kar Rahe Hain Aur BMC Me M-West Ward Ke Assistant Commissioner Bhi Hain.

BMC Ne Ye Bhi Kaha Ki Mote Logon Me Health And Fitness Ke Baare Me Awareness Raise Karne Me Actively Lage Huye Hain.

 

Indian Swimming News Or International Swimming News Padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »