Maut Kea Age Khelo Usse Aage Jeet Kr Niklo Yhi Hai Zindagi Ka Maksad Ye Kehna Hai Indore Ke Star Divyang Swimmer Styendra Singh Ka Ve English Channel Paar Kerne Ki Tyari Kr Rhe Hai Ve London Dover Se France Tk 36 K.M Tk Ka Fasla Tay Kerenge Iske Liye Unhe Bharat Sarkar Aur London Se Anumati Mil Chuki Hai Bachpan Me Galat Injection Ki Wejeh Se Apne Dono Pair Kho Baithe Styandra Ne Jivan Me Kuch Hatkr Kerne Ki Thani Iske Bad Swimming Me Carrier Ka Mn Bnaya Family And Frends Ne Unka Saath Diya Iske Bad Satyendra Ne Werg Me Swimming Competition Me Success Hasil Kid Hire Dhire Success Ka Safar Badhta Gya Aur Weh State Champion Ship Aur National Champion Ship Me 1st Aay Iske Bad International Level Pr Bhi Kafi Achha Khele
Raat Me 4 Ghante Practice
Game Me State Champion Ship Ki Trophy Pane Wale Styendra Indore Ke Salse Tax Company Me Job Kerte Hai July Se Channel Paar Kern Eke Abhiyaan Ke Liye Ve Tyari Me Jute Hai Iske Liye Ve Raat Me 4-4 Ghante Paretic Kr Rhe Hai
General Category Ka Record Todenge
Styendra Swimming Krte Wqt Janleva Jiv Jantu Se Bachne Ke Liye Ek Important Lotion Lga Kr Pani Me Utrenge Ve 36 K.M Ka Safar 15 Ghante Se Km Samay Me Pura Kerenge Ve Apna New Record Bnana Cahte Hai
2007 Me Kit Hi Swimming Ki Suruaat
Gwalior Ke Rehne Wale Styandra Ne Swimming Ki Suruaat 2007 Me Weh 6 National Divyang National Champion Ship Me Participate Kr Chuke Hai Isme 6 Rajat Aur 7 Kasya Medial Jeet Chuke Hai Whi Do International Champion Ship Me 2 Rajat Aur 1 Kasya Padak Jeet Chuke Hai Styendra Ko M.P Government Se 2014 Me Commercial Tax Department Me Job Mili Thi Aur Filhaal Ve Indore Me Hai
Bachpan Mai Pair Me Ho Gya Tha Reaction
Vikram Awardi Styendra Btate Hai Ki Unhe Janam Ke Bad Glucose Ki Bottle Chadane Ki Wejeh Se Reaction Ho Gya Tha Jisme Unke Dono Pair Khrab Ho Gye The We Bina Kisi Sehare Ke Chal Nhi Sakte Hai Unke Father Ek Private Bank Me Guard Hai Ghar Me Inke Alawa Inki Maa Aur Teen Bhai Aur Hai Family Me Styendra Sabse Bade Bhai Hai
Kolkata Me Jeeta First Medal
2009 Me Kolkata Me Styandra Ne First Medal Jeeta Tha Uske Baad Se Ab Tk Styendra National Level Pe 19 Medal Aur International Level Pr 4 Medal Jeet Chuke Hai