DH Ki Report Me Btaya Gaya Ki Mangaluru City Corporation (MCC) Ka Mangala Swimming Pool Aaj (15th Feb) Se Public Ke Liye Open Kiya Gya, Jisme Logo Ko COVID-19 Guidelines Ko Dhyan Mei Rakhne Ke Liye Bhi Bola Gya Hai.
MCC Ke Deputy Commissioner G Santhosh Kumar Ne Kaha Ki, Jinko Bhi Pool Mei Entry Chaiye Hoga Unhe Medical Certificate Laana Padega.
“Pool Members Ko Apna Identity Cards Lana Hoga Aur Membership Obtain Karni Hogi. Further Orders Tak Swimming Pool Ke Counter Par Entry Tickets Sold Nahi Kiye Jayenge. Pool Users Ko Mask Pahanna Compulsory Rahega. Similarly, Unhe Social Distance Bhi Maintain Rakhna Padega. Jo Rule Violate Karega Unki Membership Cancel Kar Di Jayegi.”
Further Orders Tak Pool Har Sunday Ko Close Rahenge. Normally, Mangala Swimming Pool Ki Demand Peak Summer Ke Time Mei Badh Jaati Hai Heat Ko Beat Karne Ke Liye Aur Childrens Ke Summer Camp Ke Liye.
Covid-19 Pandemic Ki Wajah Se 13 March Se Pool Close Tha.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.