NIE Par Behad Khas News Nikli Joki Interschool Inter-School Swimming Competition Se Related Hai, Mostly Hum Ye Nahi Dekhte Ki Koi District Association Kisi Inter-School Competition Ke Liye 5 Lakh Rupees Raise Kare Who Bhi Donation Ki Help Se. Is Sunday Ko Madras District Aquatic Association Ne Jo Swimming Meet Organized Ki Gai Usme First Time Is Level Ke Event Ke Liye Itne Amount Of Money Raised Kiya Gaya. Halaki Yah Planned Nahi Tha.
Sherlyn Devadasan Naam K Eek Former Swimmer, Jinhe Kk Mukundan- Former National Coach Aur Ab Mdaa Ke Secretary Hai Ke Dwara Trained Kiya Gaya Tha. Inhone Initially Is Event Ke Bare Mein Jaanne Ke Baad 500 Rs Donate Kiye. Uske Baad Unhone Social Media Par Meet Ki Details Post Ki Aur Public Ko Donate Karne Ke Liye Request Bhi Ki. Iska Response Kaafi Accha Aaya. “Humne Is Tarah Ka Response Kabhi Bhi Expect Nahi Kiya Tha.” Tamilnadu State Aquatic Association (Tnsaa) Aur Mdaa President Dr. Sadayavel Kailasam Ne Lady Andal School Ke Orca Pool Mein Ek Event Par Kaha. Social Media Par Unki Post Viral Ho Gai Aur Unhone Kaha Ki Iske Baad Kai Parents Aur Former Swimmers Contribute Karne Ke Liye Aage Aaye. 3 Weeks Mein Humne Almost 5 Lakh Rupees Collect Kiye.
Funds Ke Saath, Mdaa Ne Yah Decide Kiya Ki Wo Coaches Ko Bhi Award Dena Chahte Hai Jinhone Bahot Hi Significant Role Nibhaya Hai Swimmers Ko Shape Karne Mein. 23 Cycles Ke Alawa Each Cycle Ki Cost 5000 Rs Thi Jo Winners Ko Di Gait Hi, Mdaa Ne 7 Electric Cycles Coaches Ko Bhi Di. Each Electric Cycle Ki Keemat 22,000 Thi.
“Hamari Policy Yah Hai Ki Hum Job Hi Funda Paate Hai Use Spend Kar Dete Hai. Hum Ise Bank Mein Band Karne Ya Ise Save Karne Mein Bharosa Nahi Rakhte. State Meets Ke Liye Hume Corporates Se Sponsorship Mil Jaati Hai Par School Level Meets Ke Liye Yah Same Nahi Hota Hai,” Kailasam Ne Kaha. Association Next Year Yah Karane Ki Planning Phir Se Kar Rahi Hai Aur Economically Weaker Section Se Aaye Swimmers Ko Help Karne Ke Liye Bhi Soch Rahi Hai.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi