Indian Swimming Ne Khoya “International Diver Moupriya Mitra

Hello Guys Kaise Ho Ap Sab I Hope Sab Achhe He Honge, Aj Ka Article Ek News Pe Based Hai Jo Kolkata Se Aai Hai Aur Doston Agar Ap Humari Website Pe First Time Visit Kr Rhe Hai To Ap Humari Website Ko Subscribe Kerna Na Bhule Taki Humare Articles Apko Sabse Pehle Mile.

Kolkata:-  West Bengal Ke Ek Young International Level Ke Diver Ne Monday Ko Kolkata Se 50 Km Door Hoogly District Mai Apne Ghar Pe Khudkhusi Kr Li, 15 Years Old Moupriya Mitra ki dead body ko Kal sham ko Bandel ke Manaspur Area Mai Apne House Ki Terrace Se Latka hua Paya Gya. Police Ne Body Ko Custody Mai Le Kar Postmortem Ke Liye Bhej Diya Aur Police Ka Kehna Hai Ki Unko Apni Enquiry Mai Pata Chala  Hai Ki Moupriya Aur Unke  Relationships Mai Koi Problem Chal Rhi Thi Usi Problem Ke Chalte Usne Ye Kadam Uthaya Hai.

Colombo Mai South Asian Aquatics Championships (SAAC) 2016 Mai Moupriya Mitra Ne 2 Medals Jite One Gold And One Silver. Moupriya Mitra Jo Class 10th Ki Student Thi Unhone Apna Career Gymnastics Mai Start Kiya Tha Lekin Ek Accident Ke Karen Unhone Gymnastic Chod Di Aur Swimming Ko Apna Sport Bna Liya. Aur Swimming Mai Inhone Diving Mai Kafi Achha Performance Diya. Khudkhusi krne se phle Moupriya Mitra Ne Kisi Type Ka Koi Note Nhi Likha.

Indian Swimming or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamhindi

Join Us:-

Rules:-

  • Sirf Swimming Related Topic Hi Group Me Dale.
  • Swimming Related Questions Ya Apni Swimming Video Group Me Share Kar Skte Hai
  • Swimming Ke Alawa Koi Bhi Message Krne Wale Ko Group Se Remove Kar Diya Jayega

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »