Goa Jo Apne Beaches Ke Liye Famous Hai And Jaha Har Saal Lakho Tourist Visit Krte Hai Waha Par Apn ‘Safe Swim’ And ‘No Selfie’ Zone Bnaye Gaye Hai Taki Tourist Ki Safety Ka Dhyan Rakha Ja Ske. Ham Har Saal News Me Dekhte And Padhte Hai Ki Kaise Kuch Youngster Selfie Lete Hue Hadse Ka Shikar Ho Jate Hai And Kaise Beach Par Swimming/Bath Kar Rhe Log Waves Me Fas Kar Dub Jate Hai. Isko Rokne Ki Puri Kosis Me Ye Sare Zones Bnaye Ja Rhe Hai.
Ye Zones Aise Hai Jo Daily Basis Par Weather Condition And Sea Conditions Ko Dekhte Hue Change Kiye Jayenge. Matlb Har Morning New Zones Decide Honge Jisse Tourist Ko Phle Se Hi Pta Chal Sake Ki Unko Kis Zone Me Rah Kar Apni Safety Confirm Karni Hai.
Is Saal Drishti Marine Lifesavers Se 392 Individuals Ko Beach Par Dubne Se Bachaya Hai.
Authority Dwara Ye Behad Hi Important Decision Hai Jisse Logo Ki Jaan Bachai Ja Sakegi.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.