Aadya Agarwal, Ek Young Athlete Hai Aur Wo Maharashtra Ke Thane Se Belong Karti Hai. Apne Childhood Se Hi Wo Sports Aur Futness Ko Le Kar Bahot Enthusiast Rahti Thi. 4 Years Ki Age Mei Unhone Swimming Ko As A Hobby Start Kiya. Starting Mei Unhone Socha Nhi Tha Ki Wo Swimming Ko Apna Primary Sport Banayengi Par Jaise Jaise Time Beeta Usme Unhone Bahot Practice Sikh Kar Kaafi Improve Bhi Kar Liya Phr Uske Baad Swimming Unka Primary Sport Bann Gaya.
Wo Din Aa Hi Gaya Tha Jab 6.5 Years Ki Old Mei Unhe Apni Pahli Opportunity Mili Thi Open Water Sea Swimming Event Mei Participate Karne Ki. Ye Event Mumbai Ke Elephanta Caves Se Gateway Of India Tak Hua Tha, Jiska Distance 12 Km Ka Tha.
Aadya Ki Is Journey Mei Unke Coach Aur Parents Ka Bahot Support Raha Hai. Parents Ne Unki Diet Pr Bahot Dhyan Diya Tha. Aadya Bhi Coach Ke Sath Daily 2 Hours Ki Practice Karti Hai.
Aadya Ke Is Interest Ko Dekhte Huye MSAAA Ke Sath Association Mei Ek Special Event Organized Kiya Gaya Hai. Is Event Ka Naam Hai The Opan Water Swimming Individual Event Jo Ki Mumbai Ke Elephanta Caves Se Gateway Of India Tak Hoga Jiska Span 12 Kms Ka Rahega. Ye Aadya Ke 10th Birthday Par Hone Wala Hai, 13th Nov 2022 Ko. Wo Bahot Excited Hai Apne Special Day Ko Uniuque Way Mei Celebrate Krne Ke Liye.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.