Autism Spectrum Disorder (ASD) Hote Huye Bhi Ye Motley Group Of Children Ke Liye Setback Nahi Hai Jinhone Swimming Mein 165 Km Ki Swim Karke Rare Feat Achieve Kiya Hai. Un Logon Ne Recently Hi Sea Mein Cuddalore Se Chennai Tak Swim Kiya Hai.
Unhe Unke Trainers Ne Accompanied Kiya Hai Boats Mein Precaution Ki Tarah. Un Determined 14 Children Ne Jinki Age 9 To 19 Thi Unhone History Create Kar Di Hai Jab Wo Coastal Areas Ke Sea Swimming Expedition Mein History Create Kar Di Hai Cuddalore Se Chennai Tak Unprecedented 165 Km Swim Kar Ke. Ye Unhone 4 Din Mein Pura Kiya Aur Is Process Mein Unhone ‘World Record’ Bhi Create Kiya. Sathish Sivakumar, Founder And Head Coach Of Yadhavi Sports Academy For Special Needs, Ne Kaha.
“Mai Sabhi Child Ki Resilience And Determination Se Bahot Proud Hun. Ye Sea Swimming Expedition Jisme 14 Children The Autism Spectrum Mein Wo Beyond Physical Accomplishment Tha. Ye Ek Symbol Hai Stereotypes Break Krne Ka Aur Sabhi Individual Ki Capabilities Ko Embrace Karne Ka, Neurodiversity Ke Regardless,” Unhone Kaha.
ASD Ek Neurological And Developmental Disorder Hai Jo Ki Logon Ki Dusre Logon Ke Sath Communication Ko Affect Krta Hai. Ye Hota Hai Brain Mein Differences Ki Wajah Se. In Affected Individuals Mein Learning, Moving Aur Attention Paying Ka Different Ways Bhi Ho Sakta Hai.
Is Expedition Ka Aim Tha Ki Autism Ke Individuals Ke Potential Ko Highlight Karna Aur Logon Ko Aise Individuals Ki Inclusivity Ki Importance Aur Understanding Ke Baare Mei Batana.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi