Australia Ke Philip Island Mein Doobe 4 Indians

Australia ke Victoria ke ek unpatrolled beach par jiska naam hai Philip Island us mein Four Indians ki jaan jaa chali gai hai mass drowning ke ek incident mein. Ye news Indian High Commission in Canberra ne Thursday ko bataya.

“Australia mein hui Heart breaking tragedy: 4 Indians ne apni jaan gava di hai Philip Island, Victoria ke ek drowning incident mein. Victims ki family ko Deepest condolences. @cgimelbourne team touch mein hai deceased ke friends e sath sabhi necessary assistance ke liye”,  Indian High Commission ne ek social media post ke through X par kaha.

Emergency services ne approximately 3:30 pm ke around January 24 ko distress calls received kiya tha jisme reporting ki gai thi four individuals ke water mein distress ki. Rescue teams ne  three women aur ek man ko unresponsive paaya tha water se bahar nikalne ke baad bhi.

Unko revive karane ke Immediate and intensive efforts ke baad bhi jisme CPR bhi included tha unme se three individuals toh scene par hi dead declared kiye jaa chuke the, police ne kaha.

Victims mein ek man aur two women included the jo ki apne 20’s mein the aur ek women thi jo ki 40’s mein thi, ye sab log extended family group ka hi part the.

Local media reports ke according, 43-year-old woman jo ki injuries ki wajah se succumbed ho gai thi wo Australia mein holiday mana rahi thi aur baaki 3 toh usi country mei hi rah rahe the.

Location ko le kar safety ke concerns ko social media par voiced kiya gaya, jisme ek local ne warning dete huye likha ki Philip Islans ko as a tourist destination ka promotion increased karne se aise incidents aur bdhenge.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »