World Ke Toughest Swimming Challenges Mein Se Ek, Jise English Channel Ke Naam Se Jaana Jaata Hai Duniya Bhar Me. Is Challenge Ko Nashik Ki Tanvi Chavan Deore Ne Successfully Crossed Kar Liya Hai. Aur Sach Mei Ye Ek Awe-Inspiring Achievement Hai, Aisa Kahna Bilkul Sahi Hoga. Isme Unhone Dover, Uk Se French Coast Tak 42 Km Ka Distance Covered Kiya, Aur Is Incredible Feat Ko Inhone 17 Hours And 42 Minutes Mei Cover Kiya. Isme Sabse Achi Baat Toh Ye Thi Ki Jo Inki Mental Aur Physical Toughness Ko Toh Show Karti Hi Hai Ki Twins Ki Mother Hone Ke Sath Sath Wo Akeli Mom Hai India Ki Jinhone Is Remarkable Milestone Ko Achieve Kiya Hai. Jo Ki Apne Aap Mei Hi Khaas Baat Hai.
Is Triumph Mei Tanvi Ke Journey Ki Shuruwat Jyada Nhi Sirf 2 Saal Phle Se Shuru Hui Jab Unhone Nashik Mei Hi Relentless Training Karna Start Kar Diya. Is Daunting Challenge Se Khud Ko Prepare Karne Ke Liye Unhone Khud Ko Daily 8 To 10 Hours Dedicate Karna Start Kar Diya. Unhone Various Weather Conditions Mein Across India Travel Karke Apne Endurance Ko Test Bhi Kiya.
June 29th, Ko Unhone 8 Am Ist, Se Apni Sem Dover, Uk Se Start Kiya Apni Team Aur Viking Princess 2 Ke Support Se. Unke Coach Srikant Vishwanathan And Crew Member Reginald Jo Ki Uk Se Hai Wo Unki Journey Mei Bahot Pivota Rahe Jinhone Essential Support Aur Encouragement Provide Kiya.
English Channel Jise Ki Apni Harsh Conditions Aur Diverse Species Of Jellyfish Ke Liye Jaana Jaata Hai Usne Tanvi Ke Resilience Ka Test Bhi Liya. Multiple Jellyfish Stings Aur Chilling 16-Degree Waters Mei Swim Kar Ke Bhi Unki Determination Unshaken Bani Rahi. Powerful Tides And Currents Ne Unhe Unki Jagah Par Hi Almost Three Hours Ke Liye Trapped Rakha But Unki Rescue Team Ki Taraf Se Milne Wala Cheers Aur Support Ne Unhe Aage Badhne Mei Bahot Support Kiya.
Jaise Hi Wo Apne Swim Ke Final Hours Tak Pahochi, Extreme Weather Conditions Ne Three Fellow Contestants Piche Jaane Ko Mazboor Kar Diya Tha. Halaki, Isse Tanvi Ka Hausla Aur Badha Ki Kuch Bhi Ho Jaaye Mudna Toh Nhi Hai Ab. Although Unka Initially Aim Ye Tha Ki Cap Blanc Nez Mei Finish Karein. Ye 32 Km Ka Route Hai Dover Se, Unhe High Tides Aur Strong Current Ki Wajah Se Additional 10km Ka Route Tay Karna Pada Wissant Ke French Coast Tak Bina Kisi Break Ke Pahochne Mein. Tanvi Ki Extraordinary Accomplishment Unke Courage, Dedication Aur Preseverence Unke Courage Ke Testament Ke Taur Par Tha. Unki Journey Na Sirf Unki Exceptional Physical Aur Mental Strength Ko Highlight Krti H Balki Kai Logo Ke Liye Inspiration Hai. Unki Entire Community Ne English Channel Ko Conquer Karne Ki Unki Triumphant Victory Mei Kaafi Pride Feel Hua.
Indian Swimming News Or International Swimming News Padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi