Shruti Rajesh Bandekar, Jaise Kai Budding Swimmers Hai Country Mein Jinhone Apna Ghar Chhod Kr Sport Mei Career Pursuit Krne Ke Liye Bengaluru Aa Gaye Hai.
In 19-Year-Old Swimmer Jo Ki Goa Se Hai Unke Face Pr Smile Dikhi Jab Unhone Nettakallappa All India Swimming Championship Mei Four Gold Medal Jeeta, Aur Unki Is Smile Se Ye Saaf Saaf Express Ho Rha Tha Ki Ghar Chhod Kr Yhan Aane Ka Unka Decision Galat Nhi Tha Aur Sath Mei Khud Ko Ye Bhi Remind Kara Rahi Thi Ki Abhi Journey Tough Hogi Aage.
Shruti Jo Ki Ray Centre Mei Coach Bhushan Ke Under Mei Training Krti Hai Unhone Podium Mei Sunday Ko 100m Breaststroke Aur 100m Freestyle Mei Top Kiya Netakallappa Aquatic Centre Mein. Unhone Saturday Ko 200 IM Aur 100m Backstroke Mei First Position Pr Finished Kiya.
“Aaj Ke One And A Half Year Pahle Mjhe Mapusa Mei Apne Ghar Ko Chhodne Ka Decision Lena Pada Tha Better Coaches And Facilities Ke Liye,” Shrungi Ne Kaha, Jinhone Is Two-Day Event Mei Jain University Ko Represent Kiya Hai.
“National Games Mei Maine Recently Hi Bronze Medal Jeeta Tha Guwahati Mei Huye Senior Nationals Mei Silver Medal. Aur Yaha Pr Jeete Gaye Four Golds Ne Mujhe Aage Badhne Ka Confidence Diya Hai. But Fight Bhi Tough Hote Jaa Rhi Hai,” B.Com 2nd Year Ki Student Ne Kaha.
Another Swimmer Jinhone Apne Competitors Ko Outshine Kiya Wo Thi Global Swim Centre Ki Lineysha AK Ek Din Pahle Jeete Gaye Gold Mei Sunday Ko 2 Aur Gold Ke Sath 1 Silver Medal Bhi Add Kiya Unhone. Group I Girls 100m Breaststroke Event Mei Gold Medal Jeetne Se Pahle Lineysha Ne Women’s 50m Breaststroke SKINS Race Mei Top Kiya Tha.
Boys Group I Section Mein, NAC Ke Nayan Vignesh Ne 100m Breaststroke Mei Gold Medal Jeet Kr Host Ke Chehron Pr Smile Laai.
Siva S Jo Ki Basavanagudi Aquatic Centre Ke Star The Day 1 Ko, Wo Currently India Ke Sbse Fast Swimmer Pavan Gupta Ko Challenge Krne Pool Mei Aaye. Par Final Battle Mei Pavan Ne Sbse Tez Finish Kr Gold Medal Apne Naam Kiya.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.