Union Sports Ministry Aur Kai National Federations, Across The Country Sporting Activities Restart Karane Ke Liye Bahot Excited Ho Rahe Hai, Unme Se Kuch Toh Guidelines Ke Bare Mei Bhi Baat Kar Rahe Hai Jo Follow Ki Jayegi Jab Restrictions Lift Kar Liye Jayenga.
24th March Se Sabhi Sports Activities Ko India Mei Ban Kar Diya Gaya Tha But Kai Quarters Se Pressure Bana Tha Ki Activities Ko Phir Se Restart Kar Diya Jaaye Jabki Sports Minister Kiren Rijiju Ne Ye Clear Kar Diya Tha Ki Sab Activities Tab Hi Open Hogi Jab Lockdown Lift Kar Liya Jayega.
Halaki, Ministry Ne Recently Hi Standard Operating Procedure Ko Banane Ka Process Start Kar Diya Hai Aur National Sports Federations Se Unka Suggestion Maanga Hai. The Indian Express Ke According Wo Log Bhi Surprise Ho Gaye The Ye Dekhkar Ki Jab Swimming Federation Of India Ne Unhe USA Ke Eight-Page Document Forward Kiya Jiska Title Tha ‘USA Swimming: Facility Re-Opening, Messaging And Planning’. Jabki Unhe India Specific Document Banana Tha.
SFI Ke Executive Director Virendra Nanavati Ne Ise Defend Karte Huye Kaha Ki “ Jo Guidelines USA Swimming Ne Issue Ki Hai Wo Foolproof Hai Aur Start Karne Ke Liye Us Par Rely Kiya Jaa Sakta Hai. Unke Paas Is Area Mei Proper Expertise Hai Isliye Humne Ise SAI Committee Ke Paas Forward Kar Diya Tha. Unhe Ab Modify Karne Dijiye Central Aur State Government Ki Covid-19 Ki Guidelines Se.”
Sports Ministry Ne SFI Ke Saath Online Meeting Ki Aur Federation Ko Indian Needs Ke According Us Report Ko Modify Karne Ke Liye Kaha. Scroll Dwara Nikli News