Swimming Ke Bare Mei Baat Karne Se Hi Madhavi Lata Ki Aankhon Mei Ek Alag Hi Chamak Aa Jaati Hai. “Forty Years Ki Age Mei Mai National-Level Para Swimming Champion Bani,” Unhone Haste Huye Kaha Jab Unse Unki Journey Ke Bare Mei Pucha Gaya Toh.
Successful Para Athlete Banne Ki Unke Story Sabke Liye Bahot Inspiring Hai, Kis Tarah Unhone Saare Challenges Ko Over Come Krte Huye Is Level Ko Achieve Kiya Hai Ye Bahot Badi Baat Hai. Unke Liye Ye Journey Sirf Yhin Tak Nhi Thi. “Swimming Karna Sabhi Ke Health Ke Liye Bahot Acha Hota Hai- Chahe Wo Senior Citizens Ho, Ya Aise Log Ho Jinhe Koi Disability Hai, Ya Phi Raise Log Jo Ki Koi Bhi Exercise Nhi Kr Skte Hai. Par Hum Mein Se Kai Logon Ke Liye Toh Pool Meio Enter Krna Hi Ek Challenge Hota Hai,” Unhone Kaha.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.