Prakash Tarun Pushkar Me Hui Drowning Ne Safety Issues Par Daali Spotlight

Madhya Pradesh Swimming Association Ne Baar-Baar Ye Kaha Hai Ki Prakash Tarun Pushkar Mei Swimming Karna Kisi Khatre Se Khaali Nhi Hai. Unka Ye Darr Sach Nikla Jab Ek Young Aadmi Ki Is Pool Mei Doob Kar Maut Ho Gyi Thursday Ko.

State Association Ne Prakash Tarun Pushkar Ke Authorities Se Bola Hai Ki Yaa Toh Pool Ki Depth Ko 17ft Se Decrease Kar Ke 7ft Kar Lein Ya Phir Is Pool Ko Swimming Ke Liye Use Hi Na Karne De Q Ki Ye Dioving Purpose Se Banaya Gaya Hai.

Thursday Ke Incident Ke Baad Authorities Ne Pool Ko Lock Kar Diya Hai Further Notice Tak.

MP Swimming Association Ke President, Piyush Sharma Ne Kaha Hai Ki Ye Pool Early 1970s Mei Banaya Gaya Tha. “Ye Diving Ke Liye Banaya Gaya Tha Par Country Mei Diving Utna Popular Nhi Hai Isliye Diving Board Ko Remove Kr Diya Gaya Tha Pool Se. Par Pool Ki Depth Abhi Bhi 17ft Hi Thi,” Sharma Ne Kaha.

Sharma Ne Kaha Ki Association Regularly Guidelines Publidh Krta Rhta Hai Ki Pools Mei Safety Measures Kaise Maintain Rakhein. Unhone Kaha Ki Life Guards Ke Liye Bhi Training Courses Ko Regularly Conduct Krne Ki Jarurat Hai. “Guidelines Ke According, Four Life Guards Ki Jarurat Hamesha Rhti Hai Pools Ke Paas, Two Men Aur Two Women. Iske Sath Hi Unhe Ye Bhi Pta Hona Chahiye Ki CPR Kaise Manage Karein,” Sharma Ne Kaha.

Sources Batate Hai Ki Bhopal Mei Several Pool Hai Jaaha Pr Proper Number Of Lifeguards Nhi Rhte Hai.

Swimming Pools Par Safety Measures Ke Liye Hamsha Check Hota Rhta Hai,” Sharma Ne Kaha.

Ramesh Ahire, Jo Ki Ek Theatre Artist The, Jinhone Bhopal Mei Tribal Day Ke Din Ek Play Mei Birsa Munda Ka Role Play Kiya Tha Unki Maut Ho Gyi Is Pool Mei Doobne Se Thursday Ko. Jab Tak Personal Ye Sab Dekhte Tab Tak Bahot Late Ho Chukka Tha. Unhe Bahar Nikala Gaya Aur CPR Bhi Diya Gaya Pr Tab Tak Unhone Saans Lena Band Kr Diya Tha.

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »