2012 Olympic Gold Medalist Cameron Van Der Burgh Ne Ye Announce Kiya Ki Wo Coronavirus Infection Se Jujh Rahe Hai. Van Der Burgh Phle Aise African Elite Swimmer Hai Jinhone Publicly Reveal Kiya Hai Ki Wo Bhi Coronavirus Se Infected Hai.
Van Der Burgh, Jinhone 2018 Me World Short Course Swimming Championships Se 50,100m Breaststroke Se Retirement Le Liya, Wo Ab London Ne Rhte Hai And Anduran Capital Management Me Kaam Karte Hai. Van Der Burgh Ne Apne Tweets Se Disease Ke Symptoms Ko Discuss Kiya.
Van Der Burgh Ne Ye Btaya Ki Ye Aaj Tak Ka Sabse Khrab Virus Hai Jisse Unka Samna Hua Hai. Unka Khna Hai Ki Sabse Phla Symptoms Me Se Fever Kafi Common Hai, Van Der Burgh Abhi Bhi Thakan And Khansi Ka Samna Kar Rhe Hai. “Koi Bhi Physical Activity Jaise Walking Unko Ghanto Tak Thaka Deti Hai.”
1/ Some personal thoughts/observations for athletes health,The summer games & my own experience with contracting Covid19.
— Cameron van der Burgh (@Cameronvdburgh) March 22, 2020
Unhone Apne Conditioning Ke Hue Nukshan Par Baat Kre Hue Btaya Ki Jo Uncertainty Olympic Khelo Ko Lekar Chal Rhi Hai Usse Athletes Ko Is “Unnecessary Risk” Ke Same Khud Ko Expose Karna Pad Rha Hai.
2 Baar Olympic Medlist Rah Chuke Van Der Burgh 50m,100m Breaststroke Me Abhi Bhi Short Course Meters Pool Ke World Record Holder Hai.