National Swimming Competition 2022-23 Ke Liye Select Huye Mysuru Ke S. Thanya

Mysuru Ki S. Thanya Ne 2 Gold, 2 Silver Aur 2 Bronze Medals Jeeta Hai Recently Hi Conclude Hui XXI Short Course Swimming Championship 2022-23 Mein Jo Ki Organised Ki Gait Hi Karnataka Swimming Association Ke Dwara PET Aquatic Centre, Mandya Mein.

Unhone U-14 Years Category Ke 200m Breaststroke Aur 50m Backstroke Mein Ist Place Secure Ki Hai 2:46:42 Aur 36.69 Ki Timings Ke Sath Respectively. 100m Breaststroke Aur 400m Medley Mein 1:17:54 Aur 5:23:34 Ke Sath Respectively. 4*50m Medley & 200M Medley Mein 2:11:19 Aur 2:31:17 Ki Timing Ke Sath Respectively.

Wo National Zonal-Level Swimming Competition Mein Jo Ki 27-29 December Tak Hone Wala Hai Thiruvananthapuram, Kerala Mein Uske Liye Select Ho Chuki Hai.

2005 Mein Bane 400M Medley Event Ke State Record Ko Bhi Break Kiya.

Thanya Ne Coach Pavan Kumar Se Jo Ki Global Sports Association Ke Coach Hai Unse Last 6 Years Se Training Le Rahi Hai.

SwimSwam Hindi Facebook

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »