KIYG 2023 Me Maharashtra Ko Mila Uska 100th Medal

Madhya Pradesh mein chal rhe Khelo India Youth Games 2022 mein Maharasthra ki team ne 100-medals ke mark ko cross kar liya hai.

Maharashtra ki talented swimmer Apeksha Fernandes ne  Prakash tarun Pushkar pool jo ki Bhopal mein hai usme Girls 200m breaststroke event mein new meet record create kiya hai. Unhone ek hi din mein 3 medals jeete jisme se 2 gold medal tha. 2:39.87 mins ki record timing se 200m breast jeetne ke baad unhone girls 100m butterfly mein bhi 1;03.69 mins ki timing ke sath finish kiya. Aisa krne ke baad wo games ki most successful swimmer bann chuki hai ab tak ki.

Maharashtra ke hi Vedant Madhavan ne bhi apni behatreen performance ki wajah se Boys 1500 free mein gold medal apne naam kiya tha.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »