Minister For Sports And Youth Empowerment B. Nagendra Ne Saturday, January 13, Ko Kaha Ki Department Mangaluru Ke Yemmekere International- Level Swimming Pool Ko Kisi Bhi Aur Department Aur Agency Ko Hand Over Nhi Karega.
Yaha Par Reporters Se Baat Karte Huye, Mr. Nagendra Ne Kaha Ki Department Ne Decide Kiya Hai Ki Karnataka Ke Across Wo Apne Sabhi Assets Ko Apne Hi Control Mein Rakhega.
Mangaluru City Corporation Ne Five Acres Ki Land Jo Ki Yemmekere Ke Liye Reclaimed Thi Usme Se Two Acres Ko Swimming Pool Ke Construction Ke Liye Provide Kar Diya Hai. Mangaluru Smart City Ltd. Ne Pool Ko Around 25 Crore Rs Par Construct Kiya Tha. MCC Ne Apne Recent Ordinary Meeting Mein Is Urge Ko Resolved Kiya Hai Ki Pool Ko Better Maintenance Ke Liye Kisi Civic Body Ko Hand Over Kar Diya Jaaye.
Mr. Nagendra Ne Aage Kaha Ki Department Ne Decide Kiya Hai Ki Athletics Ko Promote Kiya Jayega Dakshina Kannada District Mein Government Ki One District – One Sport Ki Policy Ke Under Mein. Department Yahi Concept Sabhi 31 Districts Mein Implement Karega. Unhone Officials Ke Sath Already Is Baat Par Discussions Kar Rakha Hai Ki Required Infrastructure Jisme Stadium Bhi Included Ho Taaki Athletics Ko Promote Kiya Jaa Sake Dakshina, Kannada Mein, Unhone Kaha.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi