Competition Me In Baato Ka Dhyan Rakhe

Agar Aap Ek National Ya International Level Ke Swimmer Ho To Ap Dinbhr Me Ghanto Ghanto Tk Practice Kerte Hai Aur Kafi Time Apne Stroke Ko Sudharne Me Lge Rehte Hai Apne Coach Ke Saath Ghanto Apne Drile Pe Kaam Kerte Honge Ap Apne Race Ke Pehle Tk Kafi Mehnat Kerte Honge Aur Uske Bad Bhi Kuch Extra Time Dete Hai Taki Thora Aur Improvement Ho Jay Itna Sab Kerne Ke Bad Ap Khud Ko Puri Tereh Tyaar Samjhte Hai Lekin Race Ke Din Kuch Swimmers Aisi Galti Kr Dete Hai Jo Ki Bahut Bada Nuksaan Ka Karen Bn Jati  Hai Aur Ye Teen Galtiya Basic Life Se Judi Hui Hoti Hai. Ye Article Pranjal Pal (Professional Swimmer) Dwara Likha Gya Hai

Pehli Galti :- Race Ke Ek Din Pehle Experiment Na Kere

Ek Top Level Ke Swimmer Hone Ke Karen Ye Zaroori Hai Ki Swimmer Apne Routine Pe Dhyan De Aur Khud Ko Healthy Rakhe Aur Apne Body Ko Hmesha Hydride Rakhe Race K Ek Din Pehle Isse Koi Cher Char Nhi Kerni Cahiye Race Ki Ek Rat Pehle Koi Aisa Khana Nhi Khana Cahiye Jisme Carb Ki Matra Adhik Nhi Ho Isse Apko Race Wale Din Kafi Thaka Hua Mehsoos Kra Sekti Hai

Race Ke Becch Me Snacking Ke Liye Apke Pass Kewel Kuch Time Hota Hai Maan Lo Apko 30 Minutes Ka Time Milta Hai To Apka Dhyan Taral Pdartha Ki Bhrpai Pr Hona Cahiye Hr 15 Minutes Pe 4-5 Oz Ka Lakhsya Nirdharit Kerna Cahiye Snacking Me Kele Tarbooz Angoor Adi Ka Seven Krna Behter Upay Hoga

Doosri Galti :- Apni Energy Ko Shi Se Na Mange Kerna

  Complication Ke Kuch Hafte Pehle Practice Volume Ko Km Kiya Jata Hai Aur Sirf Khaas Hisso Pr He Kaam Kiya Jata Hai Aur Use Improve Kiya Jata Hai Aur Isi Bech Swimmers Ko Lagta Hai Ki Unke Andar Energy Jyada Ho Chuki Hai Jabki Ye Energy Whi Hai Jo Swimmers Lambe Workout Me Use Krte Aa Rhe Hai   Aur Is Influx Pr Kabu Kerna Baut Challenging Ho Jati Hai Isliye Is  Extra Energy Ko Compaction Ke Liye Bacha Ke Rakhna Cahiye

Teesri Galti :- Apni Neend Puri Na Kerna

  Jyadatr Swimmers Jante Hai Ki Posen Aur Prasikcan Athletic Ke Important Ang Hai Lekin Sone Ke Impotence Ke Bare Me Kya? Ye Ek Aisa Tetva Hai Apke Ke Spots Jivan Ka Jo Apki Performers Badha Bhi Sekta Hai Aur Ghata Bhi Sekta Hai To Kya Ye Khane Ki Tereh Hai Aur Kuch Sudhar Kerne Pe Lene Layak Bhi Hai

Ek Achhi Nind Hum Sabhi Ke Liye Kafi Important Hai Jb Hume Yeh Nhi Milti Hai To Glucose Ko Badhit Kerti Hai In Negativity Se Bachne Ke Liye Experts Ki Ray Hai Ki Veysko Ke Prati Ek Shi Nind Ke 6 Ghante Sona Cahiye Neurobehavioral Ghate Ko Rokne Ke Liye   

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »