The Chandigarh Golf Club (CGC) City Ka First Private Club Bann Chuka Hai Jise Functional All-Weather Swimming Pool Mila Hai.
Ye Aisi Second Facility Hai City Ki Government-Owned Sector 23 All-Weather Pool Ke Baad. Halaki, Club Pool Sirf Apne Members Ko Hi Cater Karta Hai.
Is Year Ke Annual General Elections Ke Baad, Club Management Ne Pool Ko All Weather Pool Mei Convert Karne Ka Decide Kiya, Jo Ki Pichle Kai Saalo Se See Page Ka Issue Face Kar Raha Tha.
“Hum Log Pool Water Temperature Ko 29-30 °C Par Maintain Kar Rahe Hai Aur Ye Facility Din Mei 2 Baar Open Hoti Hai (Morning And Evening) Mein. Old Indoor Pool Ko All-Weather Facility Mein Convert Kar Diya Gaya Hai Taaki Ise Mew Heating System Ko Install Kar Ke Operational Banaya Jaa Sake Across The Year,” Dr Agnish Rajesh, Jo Ki Chairman Hai Swimming Pool And Health Club, CGC Ke Unhone Kaha.
Us House Ne 73 Lakh Rs Ka Budget Pass Kiya Hai Pool Ko Revamp Karne Ke Liye.Club Mei Nearly 1,200 Members Hai Green-Card Applicants And Visitors Ke Besides.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.