Rathaus- Jo Ki Bihar Ke Madhubani District Mei Hai, Is Jagah Se Aane Wale Young Mohammad Shams Aalam Shaikh Ko Swimming Naturally Hi Aa Gyi Q Ki Wo Area Monsoon Ke Time Par Floods Se Bhara Hota Hai.
Rivers Se Surrounded Hone Ki Wajah Se Rathaus Ke Har Ek Bachche Ko Swimming Ko Ek Survival Skill Ki Tarah Sikhna Hi Padta Hai Apne Early Life Mei Hi. Halaki Strong Wrestling Background Se Inspired Aalam Ne Pahle Akhara Choose Kiya Tha Over The Pool. Karate Mei Strong Performances Ki Wajah Se, Unhone Apne Dreams Enroute Kiye The Realise Krne Mei Jab Tak Life Ne Unhe Mat Par Nhi Patak Diya Tha.
2010 Mei Unhe Spinal Tumour Se Diagnosed Kiya Gaya Tha Jiski Wajah Se Wo Chest Ke Niche Se Paralyzed Ho Gye The.Uske Baad Naa Hi Walk Kar Skte The Wo Aur Na Hi Apne Body Ko Control Kr Skte The Aur Ye Unke Liye Unbearable Tha.
Lekin Ek Baar Life Phir Se Full Circle Par Aai Jab Unhe Rehabilitation Aur Physiotherapy Measure Ke Liye Unhe Phir Se Swimming Se Introduced Karaya Gaya Toh.
Gradually Unhe Splash Pasand Aane Laga Aur Life Ke Troubled Waters Mei Wade Krne Ke Baad Aalam Ab Pahle Paraplegic SM5 Category Ke Swimmer Bann Gaye Hai India Se As Well As Bihar Se Jinhone Officially 2022 World Para Swimming Championships Mei 200M Individual Medley Event Mei Qualify Kiya Hai, Ye Event Portugal Ke Madeira Mei June 12-18 Tak Hoga.
Unhone Worlds Ke Liye Cut Toh Apne Two Gold Medals Aur Ek Silver Se Hi Bana Liya Tha Udaipur Mei Hui National Para Swimming Championships Mei March 23-26 Tak. But Inhe Abhi Wait Krna Padega Monday Tak Jab Swimming World Body Officially Confirm Karegi Inka Qualification Us Event Ke Liye.
Indian Swimming News Or International Swimming News padhne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi