Pune-Based Ek Adventure Resort Ko Kochi Ke Consumer Rights Panel Ne Order Diya Ki Un Couple Ko Jinke Do Ladko Ki Jaan Chali Gai Facility Mein Safety Lapses Hone Ki Wajah Se, Unhe Rs 1.99 Crore Ka Compensation Dena Padega Resort Ko.
Ernakulam District Consumer Disputes Redressal Commission Ne Amballur Ke Residents PV Prakashan Aur Unki Wife Vanaja Ke Karandi Valley Ke Proprietors, An Adventure And Agro-Tourism Resort Jo Ki Pune Mei Hai Uske Against Complaint Filed Karne Ke Baad Ye Directive Issue Kiya.
Ye Unfortunate Incident October 25, 2020, Ko Hua Tha Jab In Couple Ke Do Ladke Midhun Prakash, 30, And Nidhin Prakash, 24, Doob Gaye The Pond Ke Resort Mein. Midhun Ne Iske Ek Din Pahle Apne, Apne Bhai, Aur 22 Aur Bhi Logon Ke Liye Rooms Book Kiya Tha.
Parents Ne Assert Kiya Ki Apne Advertisements Mein Safety Measures Ke Assurances Ke Bawjood Ye Log Crucial Safety Components Jaise Ki Guide Bhi Nahi Provide Kara Paye The Incident Ke Dauran.
Safety Precautions Ka Absence, Signboards Ka Na Hona Aur CCTV Cameras Ka Non-Functional Hona Hi Unke Bachcho Ki Hui Untimely Demise Ke Liye Contributing Factors Bane.
Phir Unlog Ke Against Case Kiya In Couple Ne Aur Kaafi Lambe Time Ke Baad Faisla Inke Side Mei Aaya Court Ka Aur Court Ne Bhi Ye Mana Ki Resort Ke Negligence Ki Wajah Se Hi In Do Ladko Ki Death Hui Thi.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi