Swimming Federation of India ne Open national ranking championship event organise karaya tha jisme Srihari Nataraj aur Maana Patel ne men’s aur women’s 50m freestyle events ko jeet kar meet ke fastest swimmer ki tarah emerged huye hai. Srihari ne 23.90s ki timing ke saath finished kiya aur 21-year-old swimmer jo ki Karnataka se hai Maharashtra ke Shwejal Mankar se 0.36 seconds ahead the. Dolphin Aquatics ke product, Srihari aur unke fellow Bengalurean Sajan Prakash aise two swimmers hai jinhone Tokyo Olympics ke liye ‘A’ cut banaya tha.
Maana, Ahemdabad ki 22-year-old ki in swimmer ne 27.47s ki timing ke saath finish kiya aur second position pr rhne wali Ridhima Veerendra Kumar(28.59s) se aage rahi. Maana eklauti Indian swimmer hai jinhone last year Tokyo Olympics mei qualify kiya tha. National Games ke baad 3 surgeries hui thi Maana ko jiski wajah se unhe pool se dur rahna pada tha aur Asian Games mein qualify krne ke liye wop hr se usi determination ke saath pool mei wapas aa chuki hai.