Australia ke head swimming coach Rohan Taylor ko Friday ko country ki powerhouse team ko 2028 Los Angeles Olympics tak le jaane ke liye phir se appoint kiya gaya.
Taylor ne COVID 19 ki wajah se delay hui Tokyo Olympics me Australia ko record 9 gold and overall 21 medals dilane me important role play kiya tha, jo keval USA se pichhe tha.
Unhone iss saal Paris me bhi yahi kaarnama kiya, jab unhone 19 medals me se 7 gold medals jeete.
Unhone kaha, “Mujhe Los Angeles me Olympic program ko lead karne ka honour mila hai aur coaches, athletes and high performance leadership ke saath kaam karne ka chance mila hai, jo hamari Dolphin team ko successful banate hain.”
Indian Swimming News Or International Swimming News Padhne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:-SwimSwamHindi