Para Swimmer Ne Jeeta Rajyotsava Award – Indian Swimming News

Belagavi-Based Para Swimmer Raghavendra Anvekar Ne Is Saal Un 67 Persons Ki List Mei Apna Naam Bhi Add Karwa Liya Hai Jonhone Is Year Rajyotsava Award Jeeta Hai. Inhone Several National Aur International Events Bhi Jeeta Hai.

Inhone India Ko 11 International Events Aur 30 National Events Mei Represent Kiya Hai. In Young Para Swimmer Ne 2010 Mei Huye Asiatic Para Games Mei Bronze Medal Jeeta Tha. Ye National Sports Award Aur Eklavya Award Ke Winner Bhi Hai. Inhone 100 National Medals Aur 30 International Medals Apne Naam Kar Rakha Hai.

Rani Channamma University Ke Employee Bhi Hai Ye Aur Har Din Several Laps Swim Krte Hai. Ye Belgaum Swimmer’s Club Aur Aquarius Swim Club Ke Member Bhi Hai. Coaches Ki Team Ne Jisme Umesh Kalghatgi, Sudhir Kusane, Prasad Tendolkar, Anandeshwar Patil Aur Kallappa Patil Include Hai Aur Inhone Various Aspects Pr Trained Bhi Kiya Hai.

Polio Ki Wajah Se Inhe Apne Pair Khone Pade The Bahot Hi Young Age Mei. Inki Maa Shoulder Pr Carry Kar Ke Inhe School Le Jaati Thi. Ek Philanthropist Ne Bicycle Donate Kit Hi Inhe Jisse Inhone Ride Krna Sikha.

Mr. Kalaghatagi, Veteran Swimming Coach Hai, Unhone Ek Din Noticed Kiya Inhe Aur Inki Mother Ko Bola Ki Raghavendra Ko Swimming Class Ke Liye Bhejiye. Aur Ek Week Mei Hi Swimming Sikh Kr Raghavendra Ne Sabko Surprise Kr Diya.

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »