Makar Sankranti Ke Festival Par Godavari River Me Hua Swimming Competition

Jaha Par Bahot Sare Log Cockfights Aur Other Gambling Games Mein Busy The Sankranti Ke Festival Ke Dauran. Toh Wahi Par Ek Organization Aage Aa Kar Kerala Mein Onam Season Ke Dauran Swimming Competitions Aur Boat Race Ko Conduct Karaya.

In Sab Events Ko River Godavari Ke Canal Mein Bobbarlanka And Atreyapuram Mein Dr BR Ambedkar Konaseema District Mein Arranged Karaya Gaya Tha.

Kothapeta MLA Chirla Jaggireddy Ne In Swimming Competitions Ko Aur Boat Race Ko Inaugurated Kiya Tha Sunday Ko. Jaggireddy Ne Kaha Ki Several Cultural Programmes Aur Competitions Ko Karaya Gaya Aur Sath Hi Prabhala Teertham Ko Bhi Arranged Kiya Jayega Grand Scale Par Is Season Ke Dauran.

Unhonr Kaha Ki Prabhala Teertham Jo Ki Kothapet Aur Avidi Villages Mein Hogi Waha Ka Ek Major Attraction Hoga Crackers Ki Bursting Aur Fireworks Ke Form Mein Display.

Unhone CRC Ko Appreciate Kiya In Swimming Competitions Aur Boat Race, Vemana Jayanthi Aur Sankranti Festivals Ko Ek Impressive Manner Mein Organized Karne Ke Liye.

Kai Saare Fishermen Ne Bhi Is Boat Racing Ke Competition Mein Participate Kiya Tha.

Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »