Karnataka ne total 119 medals Jeet kar overall title retain Kiya. Jisme 50 gold, 47 silver and 27 bronze medals the. Ye achievement unhone Sub-Junior and Junior National
Swimming Championships, Bhubaneswar mein achieve kiya. Maharashtra aur Tamil Nadu ne second aur third par finished kiya respectively.
Final day ke din Karnataka ke debutant Vedanta V Madhir ne 2:11.74 ka timing clock kar ke previous record 2:11.97 ko erase Kiya jise Aaryan Bhosale ne banaya tha 200m backstroke, Group II boys mein.
State-mates Tanishi Gupta and Dhinidhi Desinghu of Karnataka ke beech rivalry continue rahi last day ko bhi jisme dono swimmers ne 50m butterfly, Group II girls mei nail bitting finish kiya. Tanishi ne gold clinched kiya 28.52 seconds ki timing ke sath wahi par Dhinidhi 28.71 ka timing clock kiya. Dono ne 28.86 ke existing National record ke under mei hi swim Kiya hai. Aur iske pahle ka record bhi Tanishi ne hi banaya tha.
Dhinidhi ne 200m freestyle mei bhi 2:05.62 ki timing ke sath National record create Kiya. Bavya Sachdeva ke previous record 2:10.81 ko break kar ke jo ki unhone 2019 mei banaya tha.
Results (Karnataka only): Boys: Group II: 200m freestyle: 1. Akshaj T (2:01.85); 3. Monish PV (2:02.57); 200m backstroke: 1. Vedanta VM (2:11.74 — NMR), 3. Idhant SC (2:15.79); Girls: Group I: 200m freestyle: 1. Hashika Ramchandra (2:08. 35), 3. Shirin (2:12.24); Group II: 200m freestyle: 1. Dhinidhi Desinghu (2:05.62 — NMR); 2. Sri Charani (2:12.20); 200m backstroke: 1. Naisha (2:24.71); 50m butterfly: 1. Tanishi Gupta (28.52 — NMR), 2. Dhinidhi D (28.71 — BMR); Best swimmer: Boys: Group II: Ishaan Mehera (5 gold, 2 NMR). Girls: Group II: Tanishi Gupta (4 gold, 1 silver, 3 NMR).
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi