Orange city ki blind girl Ishwari Pande ne history create ki hai 17 km ki swim kar ke ye unhone Elephanta, Arabain Sea se famous Gateway of India in Mumbai tak swim kiya four hours and two minutes mein.
Is achievement ke sath Ishwari country ki first blind swimmer bann gai hai is feat ko achieve karne wali.” Ye toh bass starting hai, ab mai world record create karne ka try karungi,” Ishwari ne apne successful attempt ke baad kaha.
Ishwari ne water mein 6:30 am par plunge liya aur subah hi 10:32 tak Gateway of India tak pahoch kar apna naam Asian Book of Records mein register karaya.
Ishwari ko trained kiya hai NIS coach Sanjay Batwe ne aur inhe accompanied kiya Sukhdev Dhurve, ne jinhone hi who doubled up kiya hai as the observer of Asian Book of Records, Ishant Pande, Vilas Fale, Sandip Vaidya, Ravindra Tarare and Shankar Ashtankar.
Apne is latest successful expedition ke liye, Ishwari ne Cold Ambazari Waters mein daily 4-5 hours tak practice kiya hai Batwe ke watchful eyes ke under.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi