Ek Email Ke According, 2020 African Swimming Championships Postponed Kar Di Gai Hai. Iska Reason Coronavirus Ko Bataya Jaa Raha Hai.
2020 CANA African Swimming Championships April 17-22 Ke Beech Durban, South Africa Mei Hone Wali Thi. African Championship Har 2 Saal Mei Hoti Hai Ise Africa’s Continential Swimming Federation CANA Host Karti Hai.
Swimming South Africa Ke Dwara Sabhi CANA Federations Aur Bureau Members Ko Ek Email Send Kiya Gaya Aur Usme Announce Kiya Gaya Tha Ki 2020 Mei Hone Wali African Championships Coronavirus Ki Wajah Se Postponed Ho Gai Hai Aur Abhi Tak Iski Koi Re Schedule Date Bhi Decide Nahi Hui Hai.
Is E-Mail Mei Likha Hua Tha Ki “CANA Ke Saath Daily Deliberations” Mei 2019 Ke Novel Coronavirus Spread Ke Regarding. Is Chiz Ki Wajah Se Across The Globe Kai Saare Event Cancel Huye Hai. Italy Ne Apne Olympic Trial Ko Cancel Kiya, Jo Ki Next Week Hone Wala Tha. Japan Ne Apna Paralympic Swimming Trials, Cancel Kar Diya Aur China Ne Apne Olympic Trials Ko Rescheduled Kar Diya Hai, Aur Use March Ke End Aur Early April Mei Set Kiya Jaa Sakta Hai.
Yaha Tak Ki Olympics Khud Bhi Scheduled Ho Chukka Hai Late July Aur Early August Mei Tokyo,Japan Mei. Ioc President Thomas Bach Athletes Ko Encourage Karte Huye Kaha Ki Aap Log Prepare Karna Continue Karo Utne Hi Balki Use Bhi Jyada Confidence Ke Saath.