Goa Ke Betalbatim Beach Mein Recently Hui Open Water Sea Swimming Mein City Ki Lone Woman Ironman Dr. Sunita Dhote Aur Dr Rajendra Prasad Jo Ki Ek Thrill Aeka Motivational Speaker Hai Un Dono Logon Ne Jellyfish Ke Attacks Ke Baad Bhi Dare Karke 5km Ka Swimathon Kiya Complete. Is Adventure Ebent Ko Enduro Sports Ne Organised Kiya Tha.
‘Exploring, Learning Aur Practising Something New Is Strengthening And Rejuvenating In Life’ Par Believe Krte Huye Dr. Dhote Jo Ki Ek Human Resource Trainer Hai, Record Holder Cyclist Marathon Runner Hai, Ironman 70.3 Hai Aur S Kat H H Hi Mein Shri Ramdeobaba College Of Management And Technology Mei Professor Bhi Hai. Dr. Jaiswal Jo Ki Renowed World Record Holder Hai, Motivational Speaker Hai, Cyclist Hai, Marathon Runner Hai, Ironman 70.3 Hai Aur By Profession Contractor Bhi Hai Ne Open Water Sea Swimming Ke Thrill Ko Enjoy Krne Ke Liye 5kms Ki Swimathon Complete Ki. Dr. Dhote Aur Dr. Jaiswal Ka Swimming Completion Ka Timing 2:53 Aur 3:17 Hours Tha Respectively.
India Se Almost 700 Swimmers Ne Participate Kiya Tha Is Event Mein. Starting Se Hi Participants Par Jellyfish Ka Attack Start Ho Chukka Tha Continuously 3.5kms Tak. 30% Participants Ne Toh Pain Aur Fear Se Quit Bhi Kar Diya Tha. Jellyfish Ke Mines Mei Se Swimming Complete Krna Aur Apni Limit Ko Push Krna Ye Combination Show Krta Hai Brave Aur Positive Mind Ka.
Indian Swimming Or International Swimming Ke News Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Like Karna Na Bhule:- SwimSwamHindi