Claire Curzan Ne 50 Free Mei Break Kiya World Junior Record

Cary,North Carolina Mei Chal Rahi TAC Titans Spring Invitational Meet 2021 Ke Final Mei 16-Year-Old Claire Curzan Ne 24.17 Ki Timing Ke Saath Swim Karke Final Jeeti. Curzan Ne Rikako Lkee Ke World Junior Record Ko Break Kar Ke, Wo Is Season Ki Top Ranked American Woman Bann Gai Hai Aur Wo Iske Saath Hi 3rd Fastest American Woman Of All Time Bann Gai Hai.

Curzan Ne Rikako Lkee Ke 24.33 Ki Timing Ke Saath 2017 Mei Banaye Gaye World Junior Record Ko Break Kiya Jo Unhone National Sports Festival,Matsuyama, Japan Mei Set Kiya Tha. Is Swim Ke Saath Hi Curzan Ne Is Year 2nd World Junior Record Banaya.

All-Time American Rankings Ke Term Par, Curzan Ab #3 Spot Par Aa Gai Hai Ab Wo Sirf Simone Manuel Aur Dara Torres Ke Piche Hai.

All-Time Women’s Long Course 50 Freestyle USA Rankings

  1. Simone Manuel – 23.97 (2017)
  2. Dara Torres – 24.07 (2008)
  3. Claire Curzan– 24.17 (2021)
  4. Amanda Weir – 24.23 (2009)
  5. Abbey Weitzeil – 24.28 (2016)
  6. Madison Kennedy – 24.39 (2016)
  7. Torri Huske – 24.44 (2021)
  8. Jessica Hardy – 24.48 (2008)
  9. Lara Jackson – 24.50 (2008)
  10. Erika Brown – 24.57 (2020)

Wo 7th Place Se Upar Uthi Hai Jo Unhone Prelims Ke Dauran 24.45 Ki Timing Ke Saath Attained Kit Hi. 24.45 Bhi Curzan Ke Liye New 15-16 National Age Group Record Tha, Aur Ab Unke 24.17 Ne Ise Bhi Break Kar Diya Hai.

USA Women’s Long Course 50 Freestyle Rankings (2020-2021)

  1. Claire Curzan– 24.17
  2. Torri Huske – 24.44
  3. Abbey Weitzeil – 24.57
  4. Gretchen Walsh – 24.65
  5. Simone Manuel – 24.70
  6. Catie Deloof – 24.73
  7. Linnea Mack – 24.85
  8. Kate Douglass – 24.99

Is Swim Ke Saath Hi Unhone 4th Fastest Long Course 50 Freestyle Worldwide Mei Emma Mckeon Ki Barabari Kar Li Hai. Wo Aur Mckeon 24.17 Ka Same Timing Share Kar Rahi Hai Aur Ab Sirf Sarah Sjostrom Ke 24.07 Aur Cate Campbell Ke 24.11 Ki Timing Se Hi Piche Hai. Wo Aur Mckeon Ab Worldwide History Mei 16th Spot Par Tie Kar Rahi Hai.

2020-2021 LCM Women 50 Free

EmmaAUS
McKeon
08/01
23.81
2Cate
Campbell
AUS23.9406/17
3Ranomi
Kromowidjojo
NED23.9705/18
4Pernille
Blume
DEN24.0605/17
5Sarah
Sjostrom
SWE24.0708/01
View Top 26»

Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par SwimSwam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
newest
oldest most voted
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »