The Water Safety Awareness Programme In INDIA

India Swims Ko Society Grants Scheme Ke Liye World Olympians Association’s Inaugural Service Se Smmanit Kiya Gya Hai, Yah Is Program Ke Liye Chune Jani Wali 6 Projects Me Se Ek Hai. Projects Australia, Colombia, Estonia, India, Malaysia And Zimbabwe Se Select Kri Gyi Hai. Or Un Sabhi Us $5000  Ko Milenge India Swims Ek Olympian-Led Water Safety Education Program Hai Jo India Me Water Safety Ke Liye Logo Ko Jagruk Krayega Aur Ye Sab Olympians Association Of India (Oai) Ki Initiative Hai.

Is Program Ka Main Focus Yahi Hai Ki Olympians Olympic Values Ko Olympic Agenda 2020  Aur Olympic Movement Ki Activities Ko India Me Promote Krna Hai. Yeh Pichle Saal November Me Hi Officially Launched Ho Chuka Hai.

India Me 75000 Log Har Saal Dub Kar Apni Jaan De Dete Hai Jo Ki Pure World Me Dub Kar Marne Wali Incidents Ka 20% Hai Isliye Oai Ne Decide Kiya Ki India Me Iski Kafi Jyada Jrurat Hai, Aur Swimming Se Judi Information Ko India Me Promote Krne Ka Decide Kiya.

Jal Suraksha Jaagarookta(Water-Safety Awareness Programme) Ko Led(Netratv) Olympian Hakimuddin Habibulla Karenge, Jinhonne Is Vichaar Ko Shuroo Kiya Tha. Yah Jal Suraksha Sambandhee Suchna Kits Ke Maadhyam Se Poore Desh Ke Bachchon Mein Jaagarookata(Awareness)  Paida Karega Jisme Pool Deck Par Pradarshan Ke Lie Water Ki Suraksha Ke Liye Poster Aur Placard Honge, Olympian Swimmers Ke Message Bhi Include Honge.
Sidney 2000 Aur London 2012 Olympic Me india ko Represent Karne wale Olympian Nisha Millet Aur Gagan Ullamath bhi Is program Ka Hissa Hain.

Society Anudan Praptkartao Ke Liye 6 Safal Utghatan Seva:-

  1. Australian Olympians Association – Meet With A Champ
  2. Colombia Olympic Committee Athletes’ Commission And Colombian Olympians Association- Olympians Against Violence
  3. Estonian Olympians Association – Olympics For Schools
  4. Olympians Association Of India – India Swims
  5. Malaysian Olympians Association – Lighthouse Children’s Home
  6. Zimbabwe Olympians Association –  Olympians Education Fund

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »