Swimming Se Hone Wale 15 Benefits

Swimming Ek Aisi Exercise Hai Jise Sabhi Age Ke Log Kar Sakte Hai. Ye Easy Hone Ke Saath Saath Inexpensive Bhi Hoti Hai, Isme Person Apne Pace Par Chal Sakta Hai. Swimming Help Karti Hi Hai Shape Mei Rahne Ke Liye, But Ye Mental Health Ke Liye Bhi Bahot Benefit Karti Hai. Aaj Ham 15 Benefits Of Swimming Ke Bare Me Janenge.

Jo Log 19 To 64 Years Old Hai Unhe 150 Minutes Ki Moderate Aerobic Activity Har Week Karna Chhaiye. Younger Children Ko Ye Physically Active Bhi Rakhti Hai.

Apne Muscles Ko Strong Aur Flexible Banane Ke Liye Strength Training Exercise Ko Apne Routine Mei Incorporate Karna Important Ho Jaata Hai. Aur Agar Aapki Health Support Kare Toh Jab Tak Ho Sake Tab Tak Ise Continue Rakhna Chhaiye.

Other Sports Ki Jagah Swimming Ko Select Karne Ka Bahot Saare Reasons Hai. Isse Body Ka Thoroughly Workout Ho Jaata Hai Aur All Ages Aur Levels Ke People Ke Liye Kaafi Advantage Bhi Rahta Hai.

Chaliye Ab Hum Log “15 Benefits Of Swimming” Ke Bare Mei Baat Karte Hai.

15 Benefits Of Swimming

Swimming Mental Aur Physical Health Ke Liye Varieties Of Benefits Offer Karti Hai. Jinme Se 15 List Kiye Gaye Hai.

  1. Full Body Workout Hai Swimming

Swimming Hamari Body Ke Almost Sabhi Major Muscle Group Ko Engage Rakhti Hai. Isme Person Ko Apne Arms, Legs, Torso, Aur Stomach Sab Use Karne Ki Requirement Hoti Hai.

  • Body Par Bina Stress Put Kiye Heart Rate Badhati Hai.
  • Strength Improve Karti Hai.
  • Muscles Ko Tone Karti Hai.
  • Fitness Ko Enhance Karti Hai.
  • Weight Manage Karne Mei Help Karti Hai.
  1. Cardiovascular Strength Build Karti Hai:

Cardiovascular Exercise, Jisme Heart, Lungs Aur Circulatory System Involve Hota Hai. Swimming Ke Ek Thorough Workout Routine Me Ye Feature Hota Hai.

Research Ye Show Karti Hai Ki Inactive Persons Ke Comparison Mei Swimmers Ka Mortality Rate Half Hota Hai. 2016 Mei Hui Ek Study Se Hume Pata Chalta Hai Ki Swimming Help Karti Hai Blood Pressure Low Karne Mei Aur Blood Sugar Levels Ko Control Karne Mei Bhi.

  1. Har Age Ke Logo Ke Liye Hai Swimming

Some Types Of Exercise People Ke Liye Challenging Ho Sakti Hai Jo Usme Naye Hote Hai Ya Unfit Feel Karte Hai.

Halaki, Swimming Person Ko Unke Pace Par Chalna Allow Karti Hai Saath Hi Saath Ye Newcomers Ko Bhi Allow Karti Hai.

Koi Person Young Age Mei Hi Swim Karna Sikh Sakta Hai, Aur Most Swimming Pools Mei Beginners Aur People Jo Slowly Swim Karna Prefer Karte Hai Unke Liye Designated Area Hota Hai.

  1. Swimming Ek Great Skill Hai

Swimming Ko Safely Aur Confidently Learn Karne Ki Wajah Se Uske Benefits Physical Aur Mental Health Ke Beyond Hote Hai. Some Cases Mei Toh Ye Lifesaving Bhi Hote Hai.

  1. Injuries Me Bhi Labhdayak Hai Swimming

Injury Ho Jaane Ya Phir Arthritis Jaisi Condition Hone Ki Wajah Se High Impact Wali Exercise Karna Difficult Hota Hai.

Water Gently Support Karta Hai Muscles Ko, Isliye Swimming Un Logo Ko Prefer Ki Jaati Hai Jo High-Impact Ya High-Resistance Exercise Nahi Kar Paate Hai.

  1. Good For People With Disabilities.

Physical Disability Jaise Ki Paraplegia, Workout Options Ko Limit Kar Deti Hai. Because Water Me Resistance Ke Sath Swimming Hoti Hai Jo Kai Baar Disable Logo Ke Liye Helpful Shabit Hoti Hai Isliye Kai Log Swimming Ko Ek Ideal Option Maante Hai.

Swimming Confidence Boost Karne Mei Aur Social Skills Improve Karne Mei Help Karti Hai Jiski Wajah Se Logo Ko Mental Disabilities Mei Bhi Help Milti Hai.

  1. Asthma Me Bhi Kargar Hai Swimming Karna

Cardiovascular Strength Build Karne Ke Saath Saath, Swimming Lung Capacity Ko Improve Karne Aur Breathing Ke Upar Control Karne Mei Bhi Help Karti Hai.

Indoor Pools Ki Humid Air Ki Wajah Se Asthma Symptoms Bhi Improve Hota Hai. Kuch Studies Ye Bhi Batati Hai Ki Disinfectant Chemicals Jo Pools Mei Use Hote Hai Uski Wajah Se Symptoms Worse Hota Hai.

Condition Ko Develop Karte Huye Wo Swimmer Ki Likelihood Ko Bhi Increase Karte Hai.

  1. Improving Symptoms Of Multiple Sclerosis(MS)

Water Limbs Ko Buoyant Rakhta Hai, Isliye Jin Logo Ko MS Hua Rahta Hai Unhe Water Ke Support Aur Gentle Resistance Se Benefit Milta Hai.

Ek Study Ye Show Karti Hai Hai Ki Jin Logo Ne 20-Week Swimming Program Mei Participate Kiya Tha Unhone Apne Pain Mei Significant Reduction Notice Kiya.

Patients Ne MS-Related Fatigue And Depression Mei Improvements Report Kiya.

  1. Safe During Pregnancy:

Swimming Ek Recommended Form Of Exercise Hai Pregnant People Ke Liye. Added Weight Ki Wajah Se Joint Aur Muscle Pain Ho Sakta Hai During Pregnancy. Swimming Popular Hai With Pregnant People Kyu Ki Water Weight Ko Support Karta Hai.

Ye Help Karta Hai Comfortable Feel Karne Mei. Pregnancy Ke Time Koi Bhi Exercise Karne Se Pahle Doctor Ko Consult Karna Sabse Best Idea Hota Hai.

  1. Burning Calories:

Calories Burn Karne Ke Liye Best Ways Mei Se Ek Hai Swimming. Calories Ka Jitna Amount Burn Hoga Wo Depend Karta Hai Person Ke Weight Par Aur Kitna Vigorously Wo Training Karte Hai Uspar.

Workout Karte Samay Kitni Calories Burn Hui Ye Jaanne Ke Liye Aap Calories Calculator Ka Use Bhi Kar Sakte Hai.

  1. Variety And Fun:

Repetitive Exercise Karne Ki Wajah Se Log Bore Ho Jaate Hai, But Swimming Ko Interesting Banaye Rakhne Ke Bahot Se Ways Hai.

  1. Achi Neend Ke Liye Labhdayak

Jin Logo Ko Insomnia Ki Problem Thi Unme Se Kuch Older Adults Par Ek Trial Hua Tha Aur Us Trial Mei Ye Paaya Gaya Ki Jin Logo Ne Regular Exercise Aur Swimming Ki Unki Problem Mei Improvement Dikha.

  1. Mood Ko Badhiya Karne Me Helpful

Exercise Karne Ki Wajah Se Endorphins Release Hota Hai, Jisse Mood Improve Hota Hai. Swimming Confidence Aur Social Skills Dono Boost Karta Hai Jo Us Person Ki Self-Esteem Par Impact Karta Hai.

2014 Mei Ek Pilot Study Hui Thi Jisme Un Ko Involve Kiya Gaya Tha Jinhe Dementia Ki Problem Thi. Aisa Dekha Gaya Ki Jinhone Regularly 12-Week Period Tak Swim Kiya Unke Mood Mei Improvement Dekhne Ko Mili.

  1. Stress Ko Kam Karne Me Madadgar

Stress And Anxiety Ko Kam Karne Ke Liye Exercise Karna Best Way Hai. Exercise Karne Se Mind Mei Jo Troubling Thoughts Aate Hai Use Wo Redirect Hota Hai.

20 Minutes Ki Physical Activity Se Bhi Logo Ko Jyada Relaxed Deel Karne Mei Help Hoti Hai.

  1. Accessible And Affordable

Kai Saare Towns Aur Cities Discounted Rates Mei Public Pools Offer Karte Hai. Kuch Toh Certain Times Ke Liye Free Access Bhi Aur Free Swimming Bhi Offer Karte Hai.

Lake Ya Ocean Mei Swim Karna Ek Attractive Option Hai. Open Water Mei Swimming Karne Se Pahle Hamesha Safety Precautions Jarur Le. – MNT

Kaise Lga 15 Benefits Of Swimming Jankar?

0
Leave a Reply

Subscribe
Notify of

0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments

About Sanuj Srivastava

Sanuj Srivastava

Indian swimmer Sanuj Srivastava was born on 21 January 1996 in India. He started loving water at the age of 13 and seeing his love for water, his friends named him "Gold Fish". He graduated with a Bachelor of Science degree in Physics, Chemistry and Mathematics in 2016. Sanuj has …

Read More »