Tokyo Ne Saturday Ko New Olympic Swimming Venue Open Kiya Aur Tokyo Ke Governor Yuriko Koike Ne Kaha Ki Olympic Swimming Venue Eight Month Pahle Hi Finish Ho Chukka Tha, Coronavirus Ki Wajah Se Jab Tokyo Olympics Ko Next Year Ke Liye Postponed Kiya Gaya Tha Use Ek Week Pahle Hi.
“Humne Ab Sabhi New Venues Complete Kar Liya Hai,” Koike Ne Kaha.
Tokyo Olympic Organizers Ke Liye Ab Aata Hai Hard Part: Ye Figure Out Karna Ki Is Pandemic Ke Beech Mei Olympics Ko Kaise Run Karna Hai, Jisme Abse Nine Months Bache Hue Hai Hai, Games July 23, 2021 Se Open Honge.
Tokyo Officials Aur International Olympic Committee Kai Months Se Contingencies Ki Study Kar Rahe Hai. But Lagta Nahi Hai Ki Next Year Ke Pahle Wo Exactly Reveal Kar Payenge Ki Olympics Kaise Hoga?
Kaise 200 Nations Aur Territories Se 15,400 Olympic Aur Paralympic Athlete Japan Mei Safely Enter Kar Payenge? Isme Thousands Of Officials, Judges, Media, Broadcasters, Sponsors Aur VIP Bhi Honge.
Fans Ko Abhi Mention Nahi Karenge. Kya Sirf Japanese Ya Non-Japanese Bhi Allowed Honge?
“Ye Toh Time Par Hi Depend Karega,” Kaike Ne Kaha, Japan Ke Bare Mei Baat Kare Toh Covid-19 Ki Wajah Se Ab Tak 1,700 Death Ho Chuki Hai. “Hum Jyada Outside Athletes Ke Saath Saath Jyada Log Bhi Receive Karenge.”
15,000-Seat Swimming Venue Tokyo Bay Ke Paas Hai. Iski Cost Listed Hai $520 Million, Jo Ki Ise National Stadium Jiski Cost $1.43 Billion Hai Uske Baad Second Sabse Jyada Expensive Stadium Banata Hai.
Indian Swimming Ki News And Swimming Se Related Amazing Tips Janne Ke Liye Facebook Par Swimswam Hindi Ko Jrur Like Kar Le.